Skip to main content

Reply to "A TRIBUTE TO MOHD RAFI: BY SONU NIGAM"

 

A TRIBUTE TO MOHD RAFI: BY SONU NIGAM

Baharen Phir Bhi Aayengi [1966) - Aapke Haseen Rukh Pe

Movie : Baharen Phir Bhi Ayeenge

Music :  OP Nayyar

Lyrics : Sheven Rizvi

 

10) AAP KE HASEEN RUKH: MP 3:

http://www.mastimag.com/download.php?song_id=17649

 

(Aap ke Haseen Rukh pe Aaj Nayaa Noor Hai,

A new radiance dons your beaufiful face today,

Mera Dil Machal Gaya toh Mera kya Qasoor Hai,)2

If my heart got excited, am I to blame?

 

Aap ki Nigaah ne Kahaa toh kuchh Zaroor Hai
Your glance has certainly said something,
Mera Dil Machal Gaya toh Mera kya Qasoor Hai,
If my heart got excited, am I to blame? 

 

Khuli Laton ki Chhaaon mein,

Under the shade of your open tresses

Khila Khila ye Roop Hai

Is the budding beauty,

Ghata se Jaise Chhan Rahi

As if filtering through the cloud

Subha Subha ki Dhoop Hai

Is the early morning sun,

Jidhar Nazar Mudi..

Wherever the sight turned,

Jidhar Nazar Mudi…

Whenever the sight turned,

Jidhar Nazar Mudi Udhar Suroor hi Suroor hai,

Wherever the sight turned there is only exhilaration,

Mera Dil Machal Gaya toh Mera kya Qasoor Hai,

If my heart got excited, am I to blame?

 

(Aap ke Haseen Rukh pe Aaj Nayaa Noor Hai,

A new radiance dons your beaufiful face today,

Mera Dil Machal Gaya toh Mera kya Qasoor Hai,)2

If my heart got excited, am I to blame?


Jhuki Jhuki Nigaah mein

In the drooping glance

Bhi hain Bala ki Shokhiyaan

Also are the restlessness,

Dabi Dabi Hansi mein bhi

Even in the suppressed laughter

Tarap rahi hain Bijliyaan

The lightning flashes restlessly,

Shabaab Aap ka..

Your youthfulness,

Shabaab Aap ka…

Your youthfulness,

Shabaab Aap ka, Nashe mein Khud hi Choor Choor hai..

Your youthfulness is in itself drenched in drinks,

Mera Dil Machal Gaya toh Mera kya Qasoor Hai,

If my got excited, am I to blame?

 

Aap ki Nigaah ne Kahaa toh kuchh Zaroor Hai

Your glance has certainly said something,

Mera Dil Machal Gaya toh Mera kya Qasoor Hai,

If my heart got excited, am I to blame?

 

Jahan Jahan Paray Qadam

Wherever the feet rested

Wahaan Fiza Badal Gayi

There the ambience improved,

Ke Jaise Sar BaSar Bahaar

As if the entire spring

Aap hi mein Dhal Gayi

Got moulded into you,

Kisi mein yeh Kashish

This magnetism in someone

Kisi mein yeh Kashish

This magnetism in someone

Kisi mein yeh Kashish Kahaan Jo Aap mein Huzoor Hai,

Where is this magnetism? that is in you my Lady?

Mera Dil Machal Gaya toh Mera kya Qasoor Hai,

If my heart got excited am I to blame?


Aap ke Haseen Rukh pe Aaj Nayaa Noor Hai,

A new radiance dons your beautiful face today,

Mera Dil Machal Gaya toh Mera kya Qasoor Hai,

If my heart got excited am I to blame?

 

Aap ki Nigaah ne Kahaa toh kuchh Zaroor Hai

Your glance has certainly said something,

Mera Dil Machal Gaya toh Mera kya Qasoor Hai,

If my hear got excited, am I to blame?


Hmmm hmmm hmmm


Trans: Nasir

FM
×
×
×
×
×
×