Skip to main content

Reply to "FOREVER MOHD RAFI:"

FOREVER MOHD RAFI:

 

FILM : AMAR: 1951
SINGER : MOHD RAFI
LYRICS : SHAKEEL BADAYUNI
MUSIC : NAUSHAD


15) INSAAF KA MANDIR HAI YE BHAGWAAN KA 

http://www.mastimag.com/download.php?song_id=29679

 

Insaf ka mandir hai ye bhagwan ka ghar hai2 

This is a temple of justice, the abode of God
Kehna hai jo keh de tujhe kis baat ka dar hai 

What you need to say, say it, what are you afraid of?


Insaaf ka mandir hai

This is a temple of Justice 

Hai khot tere man mein jo bhagwan se hai door2 

There is blemish in your heart you are away from God
Hai paanv tere phir bhi tu aane se hai majboor2 

You have the feet, yet you are unable to come
Himmat hai to aaja ye bhalai ki dagar hai 

Come you have the courage, this is the path of piety


Insaaf ka mandir hai 

This is the temple of justice

Dukh de ke na dukhiyon se jo insaaf karega

After inflicting pain, if one is unjust to the sufferer 
Bhagwan bhi usko na kabhi maaf karega

Even God will not forgive him ever
(Ye soch le)3 Har baat ki (daata ko khabar hai)2

Reflect this, the benefactors is aware of all things

 

Insaaf ka mandir hai

This is the temple of justice

 
Maayoos na ho haar ke taqadeer ki baazi 
Pyaara hai vo gam jismein ho bhagwan bhi raazi
(Dukh dard mile)2 jismein vahi pyaar amar rahe2
 


Insaaf ka mandir hai

the temple of justice

 

Trans: Naseer

FM
Last edited by Former Member
×
×
×
×
×
×