Skip to main content

Reply to "GHAZAL EXTRAORDINAIRE: ABIDA PARVEEN:"

GHAZAL EXTRAORDINAIRE: ABIDA PARVEEN:



Singer: Abida Parveen
Music : Muzaffar Ali
Lyrics: Hazarat Shah Niaz


12) ISHQ MEIN TERE KOHE GHAM:

Aaj jane ashikaan daste hijrat he tu shak
Husn Madina dar jahaan husna ho ke karbala

(Ishq mein tere kohe gham sar pe liya jo ho so ho,)2
(Aish o nishate zindagi, chhor diya jo ho so ho.)2

Ishq mein tere kohe gham.

(Aqal ke madrase se uth ishq ke mae-kade mein aa)2
(Jame fana o bekhudi, ab to piya jo ho so ho)2

Ishq mein tere kohe gham.

(Hijr ki jo museebatein, arz ki uske rouh-barouh,)2
(Naz o eda se muskura, kehne lega jo ho so ho)2

Ishq mein tere kohe gham.

(Hasti ke is saraab mein)2 raat ke raat bass rahe,
(Subhe adam huwa namood, paon utha, jo ho so ho.)2

Ishq mein tere kohe gham,

(Jame fana o bekhudi)2 (ab to piya jo ho so ho)2

Trans: later:

Ven, check opening shayer please there might be some errors:

This one is incomplete I will get back to this later, to insert translations

Ishq mein tere
Ishq mein tere koh-e-gam sar pe liya jo ho so ho
Aish-o-nishaat-e-zindagi chor diya jo ho so ho

(A mountain of grief have I carried for your love
All pleasures of a luxuriant existence have I thrown away
To let life take her course)

Aql ke madrase se uth, ishq ke mai’qade mein aa
Jaame-fana-e-bekhudi ab to piya jo ho so ho

(Leave the school of intellect and come to the tavern of love
I am drunk of the cup of oblivious annihilation
To flow with life’s tide)

Hij’r ki jo museebatein aez keen uske ru-ba-roo
Naaz-o-ad’a se muskura kehne laga jo ho so ho

(All the poisoned sorrows of separation,
I narrated in Her presence
With a smile pregnant with grace and poetry
She said, “Let the music of life flow”)

Hasti ke is sa’raab mein raat ki raat bas rahe
Subah’e adam huya numoon paayon utha jo ho so ho

{Only a night’s dream did I spent in this charade of (human) existence
The Truth dawned with the first ray and I moved on the path of life}

.
FM
Last edited by Former Member
×
×
×
×
×
×