Skip to main content

Reply to "LEGENDARY:MUKESH CHAND MATHUR"

LEGENDARY:MUKESH CHAND MATHUR

(94) BAS YEHI APRADH...................PEHCHAAN 1970
http://www.musicindiaonline.com/p/x/lVymKt7WW9.As1NMvHdW/

Singer:.......Mukesh
Musicain:.....Shankar Jaikishen
Lyrics:.......Neeraj
Year:.........1970

(Bas yahii aparaadh main har baar karataa huun)2
I am guilty again and again of these many accusations
(aadamii huu.N aadamii se pyaar karataa huun)2/ 2
I am human and I love my fellow humans.

(ek khilaunaa ban gayaa duniyaa ke mele mein
We make ourselves toys and we are part of a MELA (fair) in the world.
koii khele bhiid mein koii akele mein)2
Some enjoys their play in crowds while others play alone.
(muskuraa kar bhe.nT har sviikaar karataa huun)
How-so-ever the song of life comes, I readily accept it.
aadamii huun aadamii se pyaar karataa huun ...
I am human and I love my fellow humans.

(huun bahut naadaan karataa huun ye naadaanii
I am innocent and my innocence will prevail.
bech kar khushiyaa.N khariiduu.N aa.Nkh kaa paanii)2
I sell happiness and I buy the tears of others.
(haath khaalii hai.n magar vyaapaar karataa huun)2
My hands are empty but I am involved in this wonderful business.
(aadamii huu.N aadamii se pyaar karataa huun )2...
I am human and I love my fellow humans.

(maiin basaanaa chaahataa huun svarg dharatii par
I want to establish heaven on earth.
aadamii jis mein rahe bas aadamii banakar)2
This can only be achieved if people begin to live appropriately.
(us nagar kii har galii taiyyaar karataa huun)2
I am ready to work with the people of this neighbourhood
(aadamii huun aadamii se pyaar karataa huun)2 ...
I am human and I love my fellow humans.

(Bas yahii aparaadh main har baar karataa huun)2
I am guilty again and again of these many accusations
(aadamii huu.N aadamii se pyaar karataa huun)2/ 2
I am human and I love my fellow humans.

Trans:Pndt Prakash Gossai

"One of the social sadness in the world today, is the attempts to demoralize people who do good for the society at large. This song discusses the defense of a good person who is accused of many offences."

.
FM
×
×
×
×
×
×