Skip to main content

Reply to "MEHDI HASSAN: SHAHENSHAH- E- GHAZAL"

MEHDI HASSAN: SHAHENSHAH- E- GHAZAL

quote:
That unforgettable ghazal was ‘Shola tha jal bujha hu, hawaayein mujhay na do’.


POET : AHMAD FARRAZ
SINGER: MEHDI HASSAN


THE VIDEO: SHOLA THA JAL BUJHA HUUN, HAWAAYEIN MUJHAY NA DO

Shola tha jal bujha huun hawaayein mujhe na do
Flame I was,burnt n died already,dont try to revive me,
Main kab ka ja chuka huun sadaayein mujhe na do
I am long gone, dont call out to me.

Jo zahar pii chuka huun tumhin ne mujhe diya
The poison that is killing me, is given by you,
Ab tum to zindagi ki duaayein mujhe na do
Now at least you dont start to pray for my life.

Aisa kabhi na ho ke palat kar na aa sakuun
Let it never so happen that, I am unable to come back to you,
Har baar duur ja ke sadaayein mujhe na do
Dont call out to me only after I have gone very far.

Kab mujh ko aitaraaf-e-muhabbat na tha faraaz
When did I not plead guilty to the charge of being in Love?
Kab maine ye kaha tha sazaayein mujhe na do
When did I say, please dont punish me for it?

Shola tha jal bujha huun hawaayein mujhe na do
Flame I was,burnt n died already,dont try to revive me,
Main kab ka ja chuka huun sadaayein mujhe na do
I am long gone, dont call out to me.

Trans:

.
FM
×
×
×
×
×
×