Skip to main content

CHOICES: AGAM KUMAR NIGAM

"Well, after Sonu's popularity, I have always been writing my name as Agam Kumar, without the surname Nigam, simply because I don't want people to feel I am using him to promote myself. Also I don't want people to compare us. My voice should be appreciated for what it is. In the video, Sonu adds Nigam to my name because he wants to show that he is proud of his father and that he is his father's son, and not the other way round," explains the singer

So we can clearly see where Sonu Nigam got his push from: Big Grin surely it was Mom and Dad.

.
FM
CHOICES: AGAM KUMAR NIGAM

Had Agam Kumar concentrated on his career earlier instead of Sonu's, wouldn't he have made a name for himself today? Replies the singer, "Waqt se pehle, kismat se zyada kuch nahin milta. (You get only what you are destined to and at the time you are destined to). When Sonu was young, I wanted to promote him because he had immense potential. It's always wise to start young."

So how much of credit would Agam Kumar take for Sonu's success? "I maye have helped Sonu initially, but he was destined to become famous. Whatever he has achieved today is because he worked hard. When he was child, I knew he had it in him to be a star. And after making it big in singing, he's now doing well in acting too. It's nice to see Sonu's success because it proves that if the son is talented, then his father too must be talented. After all talent does come down from the genes," opines the proud father.

.
FM
CHOICES: AGAM KUMAR NIGAM

Agam Kumar is an avid Rafi fan and his singing style is quite similar to the legendary singer, as is obvious from the album. "I am completely inspired by Rafi Sahab and I feel their can never ever be a singer like him. All my life, right from childhood, I have been listening to and singing Rafi Sahab's songs," says the singer.

.
FM
CHOICES: AGAM KUMAR NIGAM

Sonu Nigam who joined his father to celebrate the success expressed,’ I’m really delighted at the success of the album. The glow on the face of my father gets contentment to my heart. He has always been my inspiration and mentor. I’m very happy at the response he’s getting from his audience.’
Bhushan Kumar of T-Series said, ‘Our association with Agamji has been of many years. He’s got a youthful and appealing voice that the people can relate to. We have full confidence in his talent and it has always been great working with him and I respect him a lot. The kind of response that we have got since the first album with him is simply amazing.’

.
FM
CHOICES: AGAM KUMAR NIGAM

Our next album to be featured by Agam Kumar Nigam will be:

The album, Woh Bewafa, sung by talented singers like Agam Kumar Nigam and Tulsi Kumar, truly deserves a wonderful response from the audience. The album has once again brought the successful trio comprising Agam Kumar, Nikhil (music director) and Pravin Bhardwaj (lyricist). The album has yet again proved that good tunes with meaningful lyrics, sung from the heart, will surely appeal to music lovers. Singers Agam Kumar Nigam/Tulsi Kumar has also proved their expertise in singing Indian melodies, that keeps chugging at the heart.


Album : Woh Bewafa 2008
Singers: Agam Kumar Nigam/Tulsi Kumar
Music : Nikhil Vinay
Lyrics : Pravin Bhardwaj


Track Listing:

1. Woh Bewafa -
2. Job Tumko Humse Pyar Nahin -
3. Jisko Hamne Apna Samjha -
4. Hum Bewfa Hargiz Na The -
5. Us Bewafa Ki Yaad Mein -
6. Mohabbat Chhod Denge Hum -
7. Ya To Daulat Ki Aarzoo Hai Tujhe -
8. Bewafai Ki Saza Maut Se Ziyada Ho -
9. Na Tujhe Ohir Dekhoon -
10. Yaadon Ko Bas Wo Yaad Hai -
11. Hum Bewfa Hargiz Na The

Sit Back and enjoy yet another very good album by the father of Sonu's, Agam Kumar Nigam.

.
FM
CHOICES: AGAM KUMAR NIGAM

ALBUM : WOH BEWAFA
SINGER: AGAM KUMAR NIGAM
LYRICS: PRAVEEN BHARDRWAJ
MUSIC : NIKHIL VINAY


1) WOH BEWAFA BEWAFA BEWAFA THI

(Na din mein chain na raaton mein
Aansu bas rehate hai aankhon mein)2
Jis ladaki se pyaar kiya, aur jise dil yeh jaan di
(Woh bewafa bewafa bewafa thi)4

Woh meri yaadon se jaati nahi hai
Nindi bhi abb ik pal ko aati nahi hai
Ghum ki baaton mein hi bas duba hai dil
Baat koyi aur dil ko bhaati nahi hai
Karwat karwat raat dhale aur phir ho jaaye sawera
Main jab bhi yeh aankhein kholu, chhaye sirf andhera
(Sau tute khwaab hai khwaabon mein,
Main mit gaya jhute waadon mein)2
Jis ladaki se pyaar kiya, aur jise dil yeh jaan di

(Woh bewafa bewafa bewafa thi)4

Main ji paau itana abb dum nahi hai
Dil ke inn jakhmon ka marham nahi hai
Usako gairon ki baanhon mein dekh ke
Itana jiya hoon yeh bhi kuchh kam nahi hai
Main na jaanu usake dil pe abb naam likha kisaka
Marate dum tak meri saanson pe toh haq hai usaka
(Par kya rakha inn baaton mein
Dil jalata hai abb sau aago mein)2
Jis ladaki se pyaar kiya, aur jise dil yeh jaan di

(Woh bewafa bewafa bewafa thi)4

.
FM
CHOICES: AGAM KUMAR NIGAM

ALBUM : WOH BEWAFA
SINGER: AGAM KUMAR NIGAM/TULSI KUMAR
LYRICS: PRAVEEN BHARDRWAJ
MUSIC : NIKHIL VINAY


2) JAB TUMKO HUMSE PYAR NAHIN

Jab tum ko hum se pyar nahi dil de bete tum or kahi
Juda to hume ho na hai hume to ab rona hai
Har lamha ek maj buri hai hai kisamat me ab duri hai
Juda to hume ho na hai hume to ab rona hai

Tum ne diya hai iatana dhoka tum se kare kya baatein
Kat jayenge mar mar ke din kat janegi raantein
Sun ke tumhari baatein dekho bhar aati hai aakhein
Lekin waqt ne chin ke sub kuch dedi hum ko yaandein
Jab waqt he apane sath nahi jab apane din or raat nahi
Juda to hume ho na hai hume to ab rona hai

Thod diya dil pyar se tum ne umeede sab thodi
Ro ro ke mein jui itani sanse baaki chodi
Kya mein batau chal te chal te kyun mene rahe modi
Rab ki to chal ti hai iss duniya mein apani to chal thi hai thodi
Jab rabhe ye apane sath nahi or bus mein ye halat nahi
Juda to hume ho na hai hume to ab rona hai
Har lamha ek majburi hai hai kisamat me ab duri hai
Juda to hume ho na hai hume to ab rona hai

Jab tum ko hum se pyar nahi dil de bete tum or kahi
Juda to hume ho na hai hume to ab rona hai

.
FM
CHOICES: AGAM KUMAR NIGAM

ALBUM : WOH BEWAFA
SINGER: AGAM KUMAR NIGAM/TULSI KUMAR
LYRICS: PRAVEEN BHARDRWAJ
MUSIC : NIKHIL VINAY


3) JISKO HUMNE APNA SAMAJHA WOH NIKALA BEGANA

(Jisko hamne apana samajha, woh nikala begaana)2
Shesha jaise toot raha ho, tuta dil deewaana
(Kabhi pyaar na karenge, aitbaar na karenge)2
Kitna mushkil hai tumako aur abb khud ko samajhaana)2
Dil ki manzil aur kahi hai, aur kahin abb jaana
(Kabhi pyaar na karenge, aitbaar na karenge)2

Mere khayaalon mein sirf tum ho, bhulaau tumko kaise
Chale gaye ho dur itane bulaau tumako kaise
Kyun maine ki hai yeh bewafaayi bataau tumko kaise
Meri sunoge toh ro padoge rulaau tumko kaise
(Jisaki kismat mein ho rona, usako kya behlaana)2
Shesha jaise toot raha ho, tuta dil deewaana
(Kabhi pyaar na karenge, aitbaar na karenge)2

Tumhe jagaakar main so sakungi yeh toh nahi hai mumkin
Mujhe pata hai main jaanati hoon jina hai kaise tum bin
Agar tumhe bhi hai dard itana toh kyun juda ho mujhase
Tumhaare dil mein na koyi shikawa toh kyun khafa ho mujhase
(Likha jo rab ne wahi toh hoga, likha hai jo afsaana)2
Dil ki manjil aur kahi hai, aur kahin abb jaana
(Kabhi pyaar na karenge, aitbaar na karenge)2
(Jisko hamne apana samajha, woh nikala begaana)2
Shesha jaise toot raha ho, tuta dil deewaana
Kitna mushkil hai tumako aur abb khud ko samajhaana
Dil ki manjil aur kahi hai, aur kahin abb jaana
(Kabhi pyaar na karenge, aitbaar na karenge)3

.
FM
CHOICES: AGAM KUMAR NIGAM

ALBUM : WOH BEWAFA
SINGER: AGAM KUMAR NIGAM
LYRICS: PRAVEEN BHARDRWAJ
MUSIC : NIKHIL VINAY


4) HUM BEWAFA HARGIZ NA THE

Hum tum mile koi mushkil na thi
Par iss safar ki manjil na thi
(Ye soch ke dur tum se huye)2
(Hum bewafa hargiz na the)4
Hum tum mile koi mushkil na thi
Par iss safar ki manjil na thi
(Ye soch ke dur tum se huye)2
(Hum bewafa hargiz na the)4

Hum tum mile koi mushkil na thi

Kuch waqt mushkil tha uljhan me
Yeh dil tha iss dard se lute kadam
Per aab bhi yaadon mein khabyoon khayalon
Mein rehthe he tum hi sanam
Rote hai raanto mein kho the hai khabo
Mein tute hai be bus hai hum
Tum se hase koi mehfil na thi
Per iss safar ki manjil na thi

(Ye soch ke dur tum se huye)2
(Hum bewafa hargiz na the)4
Hum tum mile koi mushkil na thi

Sou dard rah rah ke sine me utt the
Hai jab se hue tum kafa
Dil roj kehtha hai tum ko bata denge
Ke kyun hum huye bewafaa
Tum maaf kar do ye jab tum sunoge
Ye hum se hui kyun khata
Koi kuhsi gum ko hashil na thi
Per iss safar ki manjil na thi

(Ye soch ke dur tum se huye)2
(Hum bewafa hargiz na the)4
Hum tum mile koi mushkil na thi
Per iss safar ki manjil na thi
(Ye soch ke dur tum se huye)2
(Hum bewafa hargiz na the)6

.
FM
CHOICES: AGAM KUMAR NIGAM

ALBUM : WOH BEWAFA
SINGER: AGAM KUMAR NIGAM
LYRICS: PRAVEEN BHARDRWAJ
MUSIC : NIKHIL VINAY


5) US BEWAFA KI YAAD MEIN MAR MAR KE JI RAHA HOON

(Uss bewafa ki yaad mein mar mar ke ji raha hoon)2
Main hoon nahi sharaabi dar dar ke pi raha hoon
Behlaau kaise dil ko, jab ghum ho behisaab
(Achchi ho ya kharaab, sab kuchh hai abb sharaab)2

Uss bewafa ki yaad mein mar mar ke ji raha hoon
Main hoon nahi sharaabi dar dar ke pi raha hoon

Thoda pi leta hoon, thoda ji leta hoon
Dil ke inn jakhmon ko thoda si leta hoon
Kal mila tha unase yuun hi bas raahon mein
Woh bahot hi khush thi gair ki baahon mein
Zakhmon se bar bhari hai abb dil ki yeh kitaab
(Achchi ho ya kharaab, sab kuchh hai abb sharaab)2

Zindagi mushkil hai ji raha hoon phir bhi
Sab mana karate hai pi raha hoon phir bhi
Jab kabhi bhule se nind aa jaati hai
Woh mere khwaabon mein phir se chha jaati hai
Duniya sawaal puchhe kis kisko main du jawaab
(Achchi ho ya kharaab, sab kuchh hai abb sharaab)2

Uss bewafa ki yaad mein mar mar ke ji raha hoon
Main hoon nahi sharaabi dar dar ke pi raha hoon
Behlaau kaise dil ko, jab ghum ho behisaab
(Achchi ho ya kharaab, sab kuchh hai abb sharaab)3

.
FM
CHOICES: AGAM KUMAR NIGAM

ALBUM : WOH BEWAFA
SINGER: AGAM KUMAR NIGAM
LYRICS: PRAVEEN BHARDRWAJ
MUSIC : NIKHIL VINAY


6) MOHABAT CHOD DENGE HUM

(Jisane tode waade, jisane toda dil)2
Jina mushkil ho gaya, de di jitani mushkil
Uss bewafa se abb har rishta tod denge hum
(Mohabbat chhod denge hum)4
Jisane tode waade, jisane toda dil

(Mar jaayenge par abb usaka naam nahi lenge
Jisne li hai jaan use iljaam nahi denge)2
Dil ki baaton mein aakar yeh dhoke khaaye hain
Abb apane dil se ham koyi kaam nahi lenge
Yanhaayiyon se bas abb rishta jod lenge hum
(Mohabbat chhod denge hum)4

(Tute dil ke tukado se khud ko behlaayenge
Waqt mila hai thoda jakhm ko failaayenge)2
Raat aur din royenge thoda, dard toh kam hoga
Na nikale iss dard se toh paagal kehlaayenge
Uss bewafa se abb apana muh mod lenge hum

(Mohabbat chhod denge hum)4
(Jisane tode waade, jisane toda dil)2
Jina mushkil ho gaya, de di jitani mushkil
Uss bewafa se abb har rishta tod denge hum
(Mohabbat chhod denge hum)4

.
FM
CHOICES: AGAM KUMAR NIGAM

ALBUM : WOH BEWAFA
SINGER: AGAM KUMAR NIGAM
LYRICS: PRAVEEN BHARDRWAJ
MUSIC : NIKHIL VINAY


7) YA TO DAULAT KI ARZOO HAI TUJHE

(Ya toh daulat ki arzoo hai tujhe
Ya koyi mujhase bhi zyaada tera deewaana hai)2
Iss tarah raat din chaahat mein tadapaata nahi koyi
(Jaise dil todake gaye ho, aise dil todake jaata nahi koyi)2

Ya toh daulat ki arzoo hai tujhe
Ya koyi mujhase bhi zyaada tera deewaana hai

(Pal mein tum toh badal gaye ho aur badale hai iraade
Sheeshe ki tarah se tute ishq ke saare waade)2
Daulat ke aage toh dekho pyaar hamesha haara
Dekh lo meri saansein bhi unpe hai naam tumhaara

(Ya toh shoharat ki justajoo hai tujhe
Ya alag hone ka phir se koyi bahaana hai)2
Iss tarah raat din chaahat mein tadapaata nahi koyi
Jaise dil todake gaye ho, aise dil todake jaata nahi koyi

(Dard bahot hai jakhm bahot hai, par roke kya milna
Deewaano aur parwaano ka kaam hai ik din jalna)2
Mere aansu moti samjho, ya tum samjho paani
Itana yakin hai tumse huyi hai kuchh na kuchh naa daani

(Ya toh do pal ka kuchh junun hai tujhe
Ya toh iss rishte ka naam-o-nishaan mitaana hai)2
Iss tarah raat din chaahat mein tadapaata nahi koyi
Jaise dil todake gaye ho, aise dil todake jaata nahi koyi

Ya toh shoharat ki justajoo hai tujhe
Ya alag hone ka phir se koyi bahaana hai
Iss tarah raat din chaahat mein tadapaata nahi koyi
(Jaise dil todake gaye ho, aise dil todake jaata nahi koyi)2

Ya toh daulat ki arzoo hai tujhe
Ya koyi mujhase bhi jyaada tera deewaana hai

.
FM
CHOICES: AGAM KUMAR NIGAM

ALBUM : WOH BEWAFA
SINGER: AGAM KUMAR NIGAM
LYRICS: PRAVEEN BHARDRWAJ
MUSIC : NIKHIL VINAY


8) BEWAFAI KI SAZA MAUT SE ZIYADA

(Bewafai ki saza maut se ziyada ho)2
Bewafaoon ko rab na chode
(Jaise tune mera dil toda aise koi tera dil bhi thode)2
Bewafai ki saza mautse ziyada ho

Jisane diye hai inn aankho ko aansu jisane loota mere dil ka chane
Vo bhi roye mere liye raantome vo bhi rahe ab sara din bechane
Jisane dikhaye mujhe ko lakho sapane jisane toda vo sapanoo ka ghar
Vo bhi mujhko yaad kare sapano mein meri taraha vo bhi rahe be ghar
(Ab tujhe dard ho to dard se jada ho)2 bewafaoo ko rab na chode
(Jaise tune mera dil toda aaise koi tera dil bhi thode)2

Bewafai ki saza mautse ziyada ho

Jisane kiya hai mujhko itana tanaaha jisane diye hai itane sare gum
Vo jab thakk dhunde sath kisi ka yaad kare vo mujhe ko aankha naam
Jisane bhulaye vo chahat ke vaade jisane mitaya mera dil se naam
Tute vaadon ki taraha vo tute vo bhi ek din vo jaye be naam
(Ab tujhe zakham ho to zakham se jaada ho)2 bewafaoo ko rab na chode
(Jaise tune mera dil toda aaise koi tera dil bhi thode)2

.
FM
CHOICES: AGAM KUMAR NIGAM

ALBUM : WOH BEWAFA
SINGER: AGAM KUMAR NIGAM
LYRICS: PRAVEEN BHARDRWAJ
MUSIC : NIKHIL VINAY


9) NA TUJHE PHIR DEKHOON

(Na tujhe phir dekhu, na tujhe phir sochu
Na teri yaad aaye, na meri jaan jaaye)2
(Main mohabbat ki aakhari nishaani bhi mita aaya hoon)2
(Teri tasweer jalaake raakh dariya mein baha aaya hoon)2
Na tujhe phir dekhu, na tujhe phir sochu
Na teri yaad aaye, na meri jaan jaaye

Waise bhi toh abb kuchh saansein baaki hai
Thode se din thodi raatein baaki hai
Dard bahot hai par jine ka bhi dil hai
Sab kehate iss haal mein jina mushkil hai
Bayaan kaise karu meri jo haalat hai
Magar dil keh raha yahi toh chaahat hai
(Main mohabbat ki aakhari nishaani bhi mita aaya hoon)2
(Teri tasweer jalaake raakh dariya mein baha aaya hoon)2

Jhute waadon ke jakhmon se ghaayal hoon
Main deewaana kya haan main paagal hoon
Abb bhi tumse khaabon mein milata hoon main
Abb bhi thodi yaad hai aur jalata hoon main
Magar sab keh rahe bhula du uss pal ko
Main jo pal ji liya bhula du uss pal ko
(Main to us palke aakhari nishaani bhi mita aaya hoon)2
(Teri tasweer jalaake raakh dariya mein baha aaya hoon)2

Na tujhe phir dekhu, na tujhe phir sochu
Na teri yaad aaye, na meri jaan jaaye
(Main mohabbat ki aakhari nishaani bhi mita aaya hoon)2
(Teri tasweer jalaake raakh dariya mein baha aaya hoon)3

.
FM
CHOICES: AGAM KUMAR NIGAM

ALBUM : WOH BEWAFA
SINGER: AGAM KUMAR NIGAM
LYRICS: PRAVEEN BHARDRWAJ
MUSIC : NIKHIL VINAY


10) YAADON KO BAS WO YAAD HAI

(Yaadon ko bas woh yaad hai, khwaabon mein usaka hi khwaab hai)2
Na jagata hoon na sota hoon, raaton mein uthake rota hoon
Aankhon mein bar barsaat hai
(Jo chala gaya mujhe chhodake, woh aaj bhi dil ke paas hai)2

Yaadon ko bas woh yaad hai

Din nahi katata hai, raat yeh bojhul hai
Aise haalaaton mei jindagi mushkil hai
Woh puraani baatein hai jehen mein abb bhi
Jal rahi hai saansein uss jalan mein abb bhi
Na ji paau na mar paau sine mein woh jasbaat hai
(Jo chala gaya mujhe chhodake, woh aaj bhi dil ke paas hai)2

Yaadon ko bas woh yaad hai

Abb toh deewaaron se baat karata hoon main
Mera kal kya hoga isase darata hoon main
Jis tarah ek pal main woh khafa woh baitha
Pyaar karate karate bewafa ho baitha
Na main jaanu na dil jaane bas woh jaane kya raaj hai
(Jo chala gaya mujhe chhodake, woh aaj bhi dil ke paas hai)2

Yaadon ko bas woh yaad hai, khwaabon mein usaka hi khwaab hai
Na jagata hoon na sota hoon, raaton mein uthake rota hoon
Aankhon mein bar barsaat hai
(Jo chala gaya mujhe chhodake, woh aaj bhi dil ke paas hai)2

Yaadon ko bas woh yaad hai

.
FM
CHOICES: AGAM KUMAR NIGAM

ALBUM : WOH BEWAFA
SINGER: TULSI KUMAR
LYRICS: PRAVEEN BHARDRWAJ
MUSIC : NIKHIL VINAY


11) HUM BEWAFA HARGIZ NA THE

(Hum tum mile koi mushkil thi par iss safar ki manjil na thi
(Ye soch ke dur tum se huye)2 (Hum bewafa hargiz na the)4/2
Hum tum mile koi mushkil na thi

Kuch waqt mushkil tha thayejan me yeh dil tha iss dard se lute kadam
Per aab bhi yaadon mein khabyoon khayalon mein rehthe he tum hi sanam
Rote hai raanto mein kho the hai khabo mein tute hai be bus hai hum
Tum se hase koi mehfil na thi per iss safar ki manjil na thi
(Ye soch ke dur tum se huye)2 (hum bewafa hargiz na the)2
Hum tum mile koi mushkil na thi

Sou dard rahe rahe kar sine me utt the hai jab se hue tum kafa
Dil roj kehtha hai tum ko bata denge ke kyun huye hum bewafa
Tum maaf kar do ye jab tum sunoge ye hum se hui kyun khata
Koi kuhsi gum ko hashil na thi per iss safar ki manzil na thi
(Ye soch ke dur tum se huye)2 (hum bewafa hargiz na the)2
Hum tum mile koi mushkil na thi par iss safar ki manjil na thi
(Ye soch ke dur tum se huye)2 (hum bewafa hargiz na the)5/ 2

.
FM
CHOICES: AGAM KUMAR NIGAM

OUR NEXT FEATURED ALBUM BY AGAM KUMAR NIGAM WILL BE:

BEWAFAAI KA AALAM 2010


Bewafaai Ka Aalam 2010
Artists : Agam Kumar Nigam, Tulsi Kumar
Lyrics : Praveen Bhardwaj
Music : Nikhil
Label : T-Series


Track listings:

01 - Milun Kya Juda Reh Rahe Hain - Agam Kumar Nigam
02 - Apne Haathon Se Mujhe De Do - Agam Kumar Nigam.
03 - Ishq Hai Dhokha Ishq - Agam Kumar Nigam.
04 - Raat Katati Hai Taare Gin GinKe - Agam Kumar Nigam
05 - Aaj Ki Raat To Jee Bhar Ke Mujhe Rone De (F) - Tulsi Kumar , Agam Kumar Nigam..
06 - Main Zindagi Bhar Tera Intezar Karunga (F) - Tulsi Kumar,Agam Kumar Nigam
07 - Khuda Ka Shukriya Ada KartaHoon - Agam Kumar Nigam
08 - Beimaan Sanam Tha Beimaan Mohabbat - Agam Kumar Nigam
09 - Khatam Karta Hoon Par Khatam Hota Nahin Hai (M) - TulsiKumar, Agam Kumar Nigam
10 - Bewafaai Ka Aalam Main Bataun Kisko - Agam Kumar Nigam

.
FM

Add Reply

×
×
×
×
×
Link copied to your clipboard.
×
×