Skip to main content

UMI 10 VOLUME 1

Album : UMI - 10 Volume 01
Singer: Various
Track : 4

4) DIL KA HAAL SUNE DILWALA: (SHREE 420)

(Dil ka haal sune dil waala)2
Seedhi si baat na mirch masaala
Kehke rahega kehne waala
Dil ka haal sune dil waala

(Chhote se ghar mein gareeb ka beta
Main bhi hu maan ke naseeb ka beta)2
Ranj-o-gham bachpan ke saathi
Aandhiyo mein jali jeewan baati
Bhukh ne hain bade pyaar se paala

Dil ka haal sune dil waala

(Haay karu kya surat aisi,
Gaanthhke poore chor ke jaisi)2
Chalta phirta jaanke ek din,
Bina dekhe pehchaan ke ek din
Baandhke le gaya pulis waala

Dil ka haal sune dil waala)2
Seedhi si baat na mirch masaala
Kehke rahega kehne waala
Dil ka haal sune dil waala

.
FM
UMI 10 VOLUME 1

Album : UMI - 10 Volume 01
Singer: Various
Track : 5

.1]5) DO LAFZON KE HAIN (THE GREAT GAMBLER)

Do lafzon kee hai, dil kee kahaanee
Yaa hain mohabbat yaa hain jawaanee

Dil kee baato kaa, matalab naa poochho
Kuchh aaur hum se, bas ab naa poochho
Jis ke liye hain duniyaan diwaanee,
Yaa hain mohabbat yaa hain jawaanee

Do lafzon kee hai, dil kee kahaanee
Yaa hain mohabbat yaa hain jawaanee

Ye kashtiwaalaa, kyaa gaa rahaa thaa
Koee ise bhee, yaad aa rahaa thaa
Kisse puraane, yaade puraanee
Yaa hain mohabbat yaa hain jawaanee

Do lafzon kee hai, dil kee kahaanee
Yaa hain mohabbat yaa hain jawaanee

.
FM
UMI 10 VOLUME 1

Album : UMI - 10 Volume 01
Singer: Various
Track : 6

6) AATE JAATE KHOOBSURAT: (ANURUDH)

Aate jate khubsoorat awara sadko pe kabhi kabhi itfaq se,
Kitne anjaan log mil jate hain,
(Unme se kuchh log bhool jaate hain,
Kuchh yaad rah jate hain,)2

(Kis kadar ye hasin khayal mila hai,
Rah mein ik reshami rumal mila hai,)2
Jo giraya tha kisi ne jaan kar,
Jiska ho le jaye wo pahchan kar,
Warna main rakh loonga usko apna jaan kar,
Kisi husn wale ki nishani maan kar, nishani maan kar
Hasnte gaate logon ki baaton hi baaton mein,
Kabhi kabhi ik mazak se,
Kitne jawan kisse ban jaate hain,
Un kisson mein chand bhool jaate hain,
Chand yaad rah jaate hain,

Usne bhi shayad ye paigam suna ho,
Mere geeto mein apna naam suna ho,
Door baithi ye raaj wo jaan le,
Meri awaz ko pahchan le,
Kaash phir kal raat jaisi barsat ho,
Aur meri uski kahin mulakat ho, mulakat ho
Lambi lambi raaton mein jab neend nahi aati,
Kabhi kabhi is phirak se,
Kitne hasin khwab ban jaate hain,
(Unmein se kuchh khwab bhool jaate,
Kuchh yaad rah jaate hain,)

Aate jate khubsoorat awara sadko pe kabhi kabhi itfaq se,
Kitne anjaan log mil jate hain,
(Unme se kuchh log bhool jaate hain,
Kuchh yaad rah jate hain)2

.
FM
UMI 10 VOLUME 1

Album : UMI - 10 Volume 01
Singer: Various
Track : 9

9) BHOR BHAYE PANGHAT (SATYAM SHIVAM SUNDARAM)

Bhor Bhaye Panghat Pe
Mohe Natkhat Shaam Sataye
Mori Chunariya Lipti Jaye
Main Ka Karoo Hai Raam Haia Haia

Bhor Bhaye Panghat Pe

Koi Sakhi Saheli Nahi sang Main Akeli
Koi Dekhe Toh Yeh Jaane
Paniya Bharne Ke Bahane Ghagri Uthaye
Radha Shaam Se Milne Jaaye.. hai haia

Bhor Bhaye Panghat Pe
Mohe Natkhat Shaam Sataye
Mori Chunariya Lipti Jaye
Main Ka Karoo Hai Raam Hai Haaii

Aaye Pawan Jhakora Toote Ang Ang Mora
Chori Chori Chupke Chupke
Baitha Kahi Pe Woh Chupke
Dekhe Muskaye nirlaj Ko Ha Ha
Nirlaj Ko Laaj Na Aave

Bhor Bhaye Panghat Pe
Mohe Natkhat Shaam Sataye
Mori Chunariya Lipti Jaye
Main Ka Karoo Hai Raam Hai Haaii

Bhor Bhaye Panghat Pe

.
FM
UMI 10 VOLUME 1

Album : UMI - 10 Volume 01
Singer: Various
Track : 10

10) KAL KI HASSEEN MULAQAAT (CHARAS)

Kal ki haseen mulaakaat ke liye aaj raat ke liye
Humtum juda ho jaate hain achchha chalo so jaate hain

Kal ki haseen mulaakaat ke liye aaj raat ke liye
Humtum juda ho jaate hain achchha chalo so jaate hain

neend nahi kyu aai neend meri aap ne churaai
main to nahi soi aadhi raat hoi aap ko hua kya khaas vajah koi
akele mein ham ghabara gaye chale gaye the phir aa gaye
to maaf karna is baat ke liye aaj raat ke liye ...

Kal ki haseen mulaakaat ke liye aaj raat ke liye
Humtum juda ho jaate hain achchha chalo so jaate hain

(Ab hai kya majaboori, haan kaam tha ek zaroori)2
Lambi-lambi raaten chhoti mulaaqaaten
Bhool gaya tha main do-chaar baaten
Baaton se na dil apana bhare
Aankhon mein kai sapane saje
To sapanon ki is baaraat ke liye
aaj raat ke liye
Humtum juda ho jaate hain
Achchha chalo so jaate hain

Kal ki haseen mulaakaat ke liye aaj raat ke liye
Humtum juda ho jaate hain achchha chalo so jaate hain

Achchha chalo so jaate hain

.
FM
UMI 10 VOLUME 2

Album: UMI - 10 Volume 02
Singer: Various
Label: Universal
Track: 10

1) Bindiya Chamkegi - Do Raaste
2) Main Tere Ishq Mein - Loafer
3) Koi Nahin Hai - Patthar ki Sanam
4) Daiya Re Daiya -
5) Jawan Hai Mohabbat - Anmol Ghadi
6) Waqt Ne Kiya - Kaagaz ki Phool
7) Hum Dono Do Premee - Do Premee
8) Ye Sama, Sama Hai Ye Pyar Ka - Jab Jab Phool Khile
9) Boojh Mera Kya Naam Re - C.I.D
10) Barsat Mein - Barsaat



Once again if you like the songs, lets support Bollywood Music by buying the CD. Ofcourse the sound quality will be far greater than what we are listening to.

.
FM
UMI 10 VOLUME 2

Album: UMI 10 Volume 02
Singer: Shashwati
Label: Universal
Track: 1

1) BINDIYA CHAMKEGI (DO RAASTE)

(Bindiya chamkegi, choodi khankegi)2
Teri neend ude te ud jaaye
(Kajra behkega, gajra mehkega)2
Maahi rus daaye te rus jaaye

Bindiya chamkegi, choodi khankegi

(Maine maana hua tu diwaana, zulaam tere saath hua)2
Main kahan le jaaoo apne laung ka lashkaara
(Is lashkaare se, aake dwaare se)2
Chal mud daaye te mud jaaye

Bindiya chamkegi, choodi khankegi

(Bole kangna kiseeka oh sajnaa, jawaani pe zor nahin)2
Laakh manaa karle duniya kehte hain mere ghungroo
(Paayal baajegi, gori naachegi)2
Chhat tut deeye te tut jaaye

Bindiya chamkegi, choodi khankegi
Teri neend ude te ud jaaye
Bindiya chamkegi, choodi khankegi

.
FM
UMI 10 VOLUME 2

Album: UMI 10 Volume 02
Singer: Shashwati
Label: Universal
Track: 3

3) KOI NAHIN HAIN (PATTHAR KI SANAM)

(Koee nahee hain fir bhee hain muz ko)2
Kyaa jaane kisakaa intajaar
Ye bhee naa jaanoo, laharaake aanchal
Kisako bulaaye baar baar

Sochoo ye hai ungaliyaan kis ke pyaar kee
Gaalon ko chhuye jo daalee bahaar kee
Kaun hain aye hawaa, aye bahaar

Koee nahee hain fir bhee hain muz ko
Kyaa jaane kisakaa intajaar

Paanee mein chhabee main dekhoo khadee khadee
Baalon mein sajaa ke kaliyaan badee badee
Phir banoo aap hee bekaraar

Koee nahee hain fir bhee hain muz ko)2
Kyaa jaane kisakaa intajaar

.
FM
UMI 10 VOLUME 2

Album: UMI 10 Volume 02
Singer: Shashwati
Label: Universal
Track: 5

5) JAWA HAIN MOHABBAT (ANMOL GHADI)

(Jawa hai mohabbat, hasi hai zamana
Lutaya hai dil ne, khushi ka khazana)2

(Mohabbat kare khush rahe muskuraaye)2
na soche hamein kya kahega zamana

Jawa hai mohabbat, hasi hai zamana
Lutaya hai dil ne, khushi ka khazana

(Abhi tak mujhe yaad hai vo kahani)2
Na bhulega bachapan ka rangin zamana

Jawa hai mohabbat, hasi hai zamana
Lutaya hai dil ne, khushi ka khazana

(Yaha aankho aankho mein baatein hui hain)2
Kisine na dekha kisine na jaana

Jawa hai mohabbat, hasi hai zamana
Lutaya hai dil ne, khushi ka khazana

(Tum aaye ke bachpan mera laut aayaa)2
Mila hai mujhe zindagi kA bahana

Jawa hai mohabbat, hasi hai zamana
Lutaya hai dil ne, khushi ka khazana

.
FM
UMI 10 VOLUME 2

Album: UMI 10 Volume 02
Singer: Shashwati
Label: Universal
Track: 6

6) WAQT NE KEYA (KAGAZ KI PHOOL)

(Waqt ne kiya kya haseen sitam
The beautiful cruelties time has shown,
Tum rahe na tum ham rahe na ham)2
You did not remain yourselt, nor I, myself

Waqt ne kiya kya haseen sitam
The beautiful cruelties time has shown,

(Beqaraar dil is tarha mile
Anxious hearts met this way,
Jis tarha kabhi ham juda na the)2
As if we were never seperated.
Tum bhi kho gaye, ham bhi kho gaye
You got lost and I got lost,
Ek raah par chalke do qadam
On the same path, two fooprints.

Waqt ne kiya kya haseen sitam
The beautiful cruelties time has shown,
Tum rahe na tum ham rahe na ham
You did not remain yourselt, nor I, myself

Waqt ne kiya kya haseen sitam
The beautiful cruelties time has shown,

(Jaayenge kaha sujhta nahi
We started walking, but there is no trail.
Chal pade magar raasta nahi)2
Where do we go, no one knows,
Kya talaash hai kuchh pata nahi
What we seek, we do not know,
Bun rahe hain dil khaab dam-ba-dam
Our hearts are knitting new dreams everytime

(Waqt ne kiya kya haseen sitam
The beautiful cruelties time has shown,
Tum rahe na tum ham rahe na ham)2
You did not remain yourselt, nor I, myself

Waqt ne kiya kya
The beautiful cruelties time has shown,

Trans:

.
FM
UMI 10 VOLUME 2

Album : UMI 10 Volume 02
Singer: Shashwati/?
Label : Universal
Track : 6


7) HUM DONO DO PREMEE: (DO PREMEE)

Ham donon do premii duniyaa chhod chale
We are lovers eloping and taking leave from everyone
Jiivan kii ham saarii rasmein tod chale
We are breaking all the rules of soceity

Baabul kii aae mohe yaad
I am thinking of my father
Jaane kyaa ho ab isake baad
don't know what will happen now

Gaadee se kah do, chale tej manjil hain door
Thodaa safar kaa majaa lijiye, aye hujoor
Dekho naa chhedo is tarah, rastaa kate fir kis tarah

Ham donon do premii duniyaa chhod chale
We are lovers eloping and taking leave from everyone
Jiivan kii ham saarii rasmein tod chale
We are breaking all the rules of soceity

Jaanaa kahaan hai bataa us shahar kaa naam
Where are we going, what is the name of the town
Le chal jahaan terii marzii ye teraa hai kaam
Take me where ever you want to that's your task
Mujhape hai itanaa aitabaar
Do you have so much trust in me
Maine kiyaa hai tujhase pyaar
Of course, i am in love with you

Ham donon do premii duniyaa chhod chale
We are lovers eloping and taking leave from everyone
Jiivan kii ham saarii rasmein tod chale
We are breaking all the rules of soceity

Aisaa naa ho tuu kabhii chhod de meraa saath
Hope it never happens that you leave me ever
Phir na kabhii kahanaa dil todane vaalii baat
Never ever again say such a painful thing
Ho maine to kii thii dillagii
As I was only joking
Achchhaa maine bhii kii thii dillagii
Really! I was joking too

Ham donon do premii duniyaa chhod chale
We are lovers eloping and taking leave from everyone
Jiivan kii ham saarii rasmein tod chale
We are breaking all the rules of soceity

.
FM
UMI 10 VOLUME 2

Album : UMI 10 Volume 02
Singer: Shashwati/?
Label : Universal
Track : 9


9) BOOJH MERA KYA NAAM RE (CID)

Boojh mera kya naam re
guess what is my name
Nadi kinaare gaon re
my village is on the shore by the river
Peepal jhoome more aangna
banyan tree sways in my courtyard
Thandi thandi chhaon re
and provides cool cool shelter

(Log kahe main bawri
People say I am mad
Mere uljhe uljhe baal)2
my hairs are all entangled
(Mera kala kala til hai
I have black beauty mark
Mere gore gore gaal)2
my cheeks are fair and lovely
Main chali kit chali
wherever I go
Jhoome saara gaon re
whole village starts dancing

Boojh mera kya naam re
guess what is my name
Nadi kinaare gaon re
my village is on the shore by the river
Peepal jhoome more aangna
banyan tree sways in my courtyard
Thandi thandi chhaon re
and provides cool cool shelter

(Aaj sambhal ke dekhna
be careful when you see
Babuji hamri aur)2
towards me today
(Kahin dil se lipat na jaye
lest your heart be engulfed in
Lambi zulphon ki dor)2
string of my long hairs
Main chali mann chali
I am carefree
Sabka mann lalchaun re
I tempt everyone's heart

Boojh mera kya naam re
guess what is my name
Nadi kinaare gaon re
my village is on the shore by the river
Peepal jhoome more aangna
banyan tree sways in my courtyard
Thandi thandi chhaon re
and provides cool shelter

(Dil walon ke beech ki
among romantic people
Meri Akhiyan hain badnaam)2
my eyes are notorious
(Hoon ek paheli phir bhi
I am a puzzle yet
Koi bhooje mer naam)2
someone guess my name
Yeh chali yah chali
I am going right now
Bhooje to kit jaun re
guess where I am going to

Boojh mera kya naam re
guess what is my name
Nadi kinaare gaon re
my village is on the shore by the river
Peepal jhoome more aangna
banyan tree sways in my courtyard
Thandi thandi chhaon re
and provides cool cool shelter

.
FM
UMI 10 VOLUME 2

Album : UMI 10 Volume 02
Singer: Shashwati/?
Label : Universal
Track : 10


10) BARSAAT MEIN: (BARSAAT)

Tak dhina dhin, dina dhin Tak dhina dhin
The sound of the the drums beating
Barsaat mein,Tak dhina dhin
In the rain the sounds of the beating drums
Barsaat mein humse mile tum sajan, tumse mile hum
We met each other in the rain, my love
Barsaat mein Tak dhina dhin
In the rain with drumbeats

Barsaat mein humse mile tum sajan, tumse mile hum
We met each other in the rain, my love

Barsaat mein Tak dhina dhin
In the rain with drumbeats

Preet ne singaar kiya (mein bani dulhan)2
Ornamented wtih your love, I look beautiful like a bride
Sapnon ki rim ghim (me nach oota mann)2
Filled with magical dreams, sprinkling like rain my heart is dancing
(Aaj main tumhari huyi, (tum mere sanam)2
Today I have become yours and you have become mine

Barsaat mein Tak dhina dhin
In the rain with drumbeats
Barsaat mein humse mile tum sajan, tumse mile hum
We met each other in the rain, my love

Barsaat mein
In the rain

Yeh samaa hai, jaa rahe ho, (kaise manaoo)2
This monent your are leaving how should stop you
Main tumhari raahon mein yeh (nain bichaoo)2
In anticipation I stand with my eyes searching for you
Yun na aao roop meri, (jaan ki kasam)
Please don't get angry and leave I beseech you

Barsaat mein
In the rain
Barsaat mein humse mile tum sajan, tumse mile hum
We met each other in the rain, my love
Barsaat mein
In the rain

(Deir na karna kahin yeh aas toot jaye Saath choot jaye)2
Dont stay away, least we lost hope and each other
Tum na aao, dil ki lagi mujhko hi jalaye Khaak mein milaye
If you do not return my love for you will turn me into ashes
Aag ki lapton me pukare, mera mann
From the burning flames my heart calls out to you
Mil na sake haye, mil na sake hum
Alas we could not meet, we could not meet

Mil na sake haye, mil na sake hum
Alas we could not meet, we could not meet
Mil na sake haye, mil na sake hum
Alas we could not meet, we could not meet
Mil na sake haye, mil na sake hum
Alas we could not meet, we could not meet

Trans:Ranjana

.
FM
UMI 10 VOLUME 3

Album : UMI 10 Volume 03
Singer: Various
Label : Universal
Track : 1


1) KALIYON KA CHAMAN

kaliyon ka chaman tab banta hai
To make a garden of flower-buds
thoda resham lagta hai
a bit of silk is needed
thoda sheesha lagta hai
a bit of glass is needed
heere moti jadte hain
diamonds and pearls are to be fitted
thoda sona lagta hai
a bit of gold is needed
payal koi jab banti hai
To make an anklet
thoda peetal hota hai
a bit of brass is required
thode ghungroo hote hain
something which jingles are to be there
phir ik gauri hoti hai
then there is a beautiful maiden
paaon mein dori hoti hai
on whose ankle is a string
sawan ki jhadi jab lagti hai
when the spell of rain begins
thode badal hote hain
some clouds are there
jaise kajal hota hai
which are similar to kajal
thodi boondein hoti hain
some raindrops are there
man yeh pagal hota hai
this heart goes crazy
yovan ki rut jab aati hai
when the period of youth embarks [b]
thode bhanware hote hain
[b]there's a buzz

thodi masti hoti hai
there is trance/intoxication
bade toofan hote hain
a lot of storms arise
unme kashti hoti hai
which bear a boat on them
Haaaaan Ho Ho...
Oh Yeah C'mon Hoooo ho ho

.
FM
UMI 10 VOLUME 3

Album : UMI 10 Volume 03
Singer: Various
Label : Universal
Track : 2


2) NI MAIN YAAR MANANA NI (DAAG)

Ni main yaar manaana nii chaahe log boliyaan bole
I worship my beloved; let the world say what it will!
Main to baar naanaa nii chaahe zahar sau.ndhne bole
I won't stop, even if the world spreads poisonous talk about me!

Yaar mile to
If I meet my love,
Yaar mile to jab kya karna yaar mila jag suuna
if I meet my love then what shall I do? (Without him) the world is empty
Jag ke badale yaar mile to yaar ka mol to duun na
If I must give up the world to have my love, then I'll pay the price.
Main to nahiin sharmaana nii
I won't be shy
Chaahe log boliyaan bole
Let people say what they like
Main to sej sajaana nii chaahe zahar saundhne bole
I'll decorate my bed for him, no matter if people spread poisonous talk about me
Thirak rahii merii pain kii jhaanjhar chhanak rahaa mera chuura
The anklets on my feet are jingling; my bangles clatter
Ur ur jaa'e aanchal mera khul khul jaa'e juura
The hem of my sari goes flying; my hair falls from its bun.

Ni main yaar manaana nii chaahe log boliyaan bole
I worship my beloved; let the world say what it will!
Main to baar naanaa nii chaahe zahar sau.ndhne bole
I won't stop, even if the world spreads poisonous talk about me!

Baith akelii
Sitting alone,
Baith akelii kartii thii main diiwaaron se baatein
sitting alone, I would talk to the walls
Aaj milaa lo yaar kii bastii phir se sonii raatein
Today I meet my love, and my nights are again golden.
Main to jhuumar paana nii
I must dance
Chaahe log boliiyaan bole
no matter what people may say!
Nachke yaar nichaana nii chaahe zahar sau.ndhne bole
Dancing, I'll make him dance, no matter if people spread poisonous talk about me
BichhaRe yaar ne prerNa Daala priit suhaagan hu'ii
The separated lover cast his enticement and the bride enjoyed it.
Aaj milii jo daulat to uska mol na jaane koii
No one can understand the value of the treasure she gained today.

Ni main yaar manaana nii chaahe log boliyaan bole
I worship my beloved; let the world say what it will!
Main to baar naanaa nii chaahe zahar sau.ndhne bole
I won't stop, even if the world spreads poisonous talk about me!

.
FM
UMI 10 VOLUME 3

Album : UMI 10 Volume 03
Singer: Various
Label : Universal
Track : 3


3) TUNE O RANGEELI KAISA JAADU KIYA (KUDRAT)

Toone o rangeele kaisa jaadu kiya
Toone o rangeele kaisa jaadu kiya
Piya piya bole matwaala jiya
toone o rangeele kaisa jaadu kiya
Piya piya bole matwaala jiya

Baahon mein chhupaake yeh kya kiya,
o re piya oh oh
Toone o rangeele kaisa jaadu kiya
Piya piya bole matwaala jiya

Paas bulaake gale se lagaake
Toone to badal daali duniya
Naye hain nazaare, naye hain ishaare
Rahi na voh kal waali duniya
Paas bulaake gale se lagaake
Tune to badal daali duniya
Naye hain nazaare, naye hain ishaare
Rahi na voh kal waali duniya
Sapne dikhaake yeh kya kiya, o re piya oh oh
Tune o rangeele kaisa jaadu kiya
Piya piya bole matwaala jiya

O mere saajan, kaisi yeh dhadkan
Shor machaane lagi mann mein
Jaise laheraaye nadiya ka paani
Laher uthe re mere tan mein
O mere saajan, kaisi yeh dhadkan
Shor machaane lagi mann mein
Jaise laheraaye nadiya ka paani
Laher uthe re mere tan mein
Mujh mein samaake yeh kya kiya,
o re piya oh oh
toone o rangeele kaisa jaadu kiya
Piya piya bole matwaala jiya
Baahon mein chhupaake yeh kya kiya,
o re piya oh oh
toone o rangeele kaisa jaadu kiya
Piya piya bole matwaala jiya

.
FM

Add Reply

×
×
×
×
×
Link copied to your clipboard.
×
×