Skip to main content

ENCHANTING DUETS:

LATA/MUKESH:

Movie:Ujala
Singers:Lata/Mukesh
Music:Shankar Jaikishan
Lyrics:Shailendra,Hasrat Jaipuri
Year:1959

55) DUNIYA WAALON SE DOOR...........UJALA 1959
http://www.channeldosti.com/oldies/Lata%20Duets%20(prob...ALON%20SE%20DURR.mp3

Mukesh:
Duniya Waalon Se Door Jalnewaalon Se Door
Aaja Aaja Chalen Kahin Door ...Kahin Door...Kahin Door
Lata:
Duniya Waalon Se Door Jalnewaalon Se Door
Aaja Aaja Chalen Kahin Door ...Kahin Door...Kahin Door

Lata:
Jo Pyar Ka Jahan Hai, Har Dil Pe Meharban Hai
Kuchh Aur Yeh Zameen Hai, Kuchh Aur Aasmaan Hai
Mukesh:
Na Zulm Ka Nishan Hai , Na Gam Ki Dastaan Hai
Har Koi Jisko Samjhe Woh Pyar Ki Zubaan Hai

Lata:
Duniya Waalon Se Door Jalnewaalon Se Door
Aaja Aaja Chalen Kahin Door ...Kahin Door...Kahin Door

Lata:
Haathon Mein Haath Dale Khud Ko Bina Sambhale
Niklenge Hum Jidhar Se Ho Jayenge Ujaale
Mukesh:
Chanda Kahega Haskar Seene Par Haath Rakhkar
Woh Ja Rahe Hain Dekho Do Pyar Karne Waale

Lata:
Duniya Waalon Se Door Jalnewaalon Se Door
Aaja Aaja Chalen Kahin Door ...Kahin Door...Kahin Door

Lata/Mukesh:
Duniya Waalon Se Door Jalnewaalon Se Door
Aaja Aaja Chalen Kahin Door ...Kahin Door...Kahin Door

.
FM
ENCHANTING DUETS:

LATA/MUKESH:

Movie Name: Dil Hi To Hai
Singer: Lata/Mukesh
Music Director: Roshan
Lyrics: Sahir Ludhianvi
Year: 1963

56) TUMHARI MAST NAZAR...........DIL HI TU HAI 1963
http://www.channeldosti.com/oldies/Lata%20Duets%20(prob...I%20MAST%20NAZAR.mp3

MUKESH:
(Tumhaari Mast Nazar,)2 gar Idhar Nahiin Hotii
Nashe Mein Chuur Fizaa Is Qadar Nahiin Hotii
Tumhaari Mast Nazar

LATA:
(Tumhiin Ko Dekhane Ki Dil Mein Aarazu ein Hain)2
Dil Mein Aarazu ein Hain
(Tumhaare Aage Hii unchii Nazar Nahiin Hotii)2

MUKESH:
Tumhaari Mast Nazar

(Kafaa Na Honaa Agar Barh Ke Thaam Luun Daaman)2
Barh Ke Thaam Luun Daaman
(Ye Dil Fareb Khataa Jaan Kar Nahiin Hotii)2

LATA:
(Tumhaare Aane Talak hum ko hoosh rehta hain)2
hum ko hoosh rehta hain
(Phir Us Ke Baad Hamein Kuchh Khabar Nahiin Hotii)2

LATA/MUKESH
Tumhaari Mast Nazar, gar Idhar Nahiin Hotii

.
FM
ENCHANTING DUETS:

LATA/MUKESH:

Movie:Sangam
Singers:Lata/Mukesh
Music Director:Shankar Jaikishan
Lyrics:Hasrat Jaipuri
Year:1964

57) O MERE SANAM O MERE SANAM.........SANGAM 1964
http://www.channeldosti.com/oldies/Lata%20Duets%20(prob...O%20MERE%20SANAM.mp3

LATA:
Aa aa, aa aa aa aa
(O mere sanam, o mere sanam
Do jism magar ek jaan hain hum
Ek dil ke do armaan hain hum)2
O mere sanam, o mere sanam


Tan saunp diya, man saunp diya
Kuch aur to mere paas nahin
Jo tumse hai mere hamdam
(Bhagwaan se bhi voh aas nahin)2
Jis din se hue ek duje ke
Is duniya se anjaan hain hum
Ek dil ke do armaan hain hum

O mere sanam, o mere sanam

MUKESH:
Sunte hain pyaar ki duniya mein
Do dil mushkil se samaate hain
Kya gair vahan apnon tak ke
(Saaye bhi na aane paate hain)2
Humne aakhir kya dekh liya
Kya baat hai kyoon hairaan hain hum
Ek dil ke do armaan hain hum

O mere sanam, o mere sanam

LATA:
Mere apne, apna yeh milan
Sangam hai yeh ganga jamuna ka
Jo sach hai saamne aaya hai
(Jo beet gaya ek sapna tha)2
Yeh dharti hai insaanon ki
Kuch aur nahin insaan hain hum
Ek dil ke do armaan hain hum

MUKESH:
O mere sanam, o mere sanam
Do jism magar ek jaan hain hum
Ek dil ke do armaan hain hum
O mere sanam, o mere sanam

VIDEO:
THE VIDEO: PAINS OF LOVE:
FM
1)Teri Yaad Aa Rahi Hai LATA MANGESHKAR AND AMIT KUMAR
2)Dekho Maine Dekha AMIT KUMAR AND LATA MANGESHKAR

1)Humko Humise Chura Lo LATA MANGESHKAR, UDIT NARAYAN
2)DIL TO PAGAL HAI LATA MANGEHSKAR & UDIT NARAYAN
3)Mehndi Laga Ke Rakhna LATA MANGESHKAR, UDIT NARAYAN & CHORUS
4)Tu Mere Samne LATA MANGESHKAR & UDIT NARAYAN
5)O Dholna LATA MANGESHKAR & UDIT NARAYAN

1)Zindagi Ki Na Toote Ladi LATA MANGESHKAR, NITIN MUKESH
2)Mere Pyaar Ki Umar Ho Itni Sanam LATA MANGESHKAR & VINOD RATHOD
3)Jhoot Bole Kauva Kaate LATA MANGESHKAR AND SHAILENDRA SINGH
4)Ye kali jab talak phool ban ke khile LATA MANGESHKAR, MAHENDRA KAPOOR
5)Tere Mere Beech Mein LATA MANGESHKAR, S. P. BALASUBRAMANIAM
6)Hum Bane Tum Bane LATA MANGESHKAR, S.P BALASUBRAMANIAM
7)Neend Na Mujhko Aaye LATA MANGESHKAR, HEMANT KUMAR
8)ye raat bheegee bheegee LATA MANGESHKAR, MANNA DEY
9)Madhuban khushboo deta hai YESUDAS, LATA MANGESHKAR
10)Biti Na Bitayi Raina LATA MANGESHKAR, BHUPENDRA
11)Naam Gum Jaayega LATA MANGESHKAR, BHUPENDRA

CONTINUES..........
FM
asj, here are some duets I like sung by Lata and other male singers...not sure if they are already on the list. Here goes:

1. Loote Koi Man Ka Nazar - Abhimaan, Lata and Manhar
2. Tere Mere Hothon - Chandni, Lata and Babla Mehta
3. Tu Mere Saamne - Daar, Lata and Udit Narayan
4. Badal Yu Garajata Hai & Jab Hum Jawan Hooge - Betaab, Lata & Shabir Kumar
5. Aate Jaate - Main Pyar Kiya, Lata and SB Balasubramaniam
FM
ENCHANTING DUETS:

LATA/MUKESH:

Movie: Raakhi
Singers:Lata/Mukesh
Music Director:
Lyrics:
Year:1962

58) SAIYAAN CHOOD DE BHAIYAAN.............RAAKHI 1962
http://www.channeldosti.com/oldies/Lata%20Duets%20(prob...AIAN%20CHOR%20DE.mp3

Lata:
saiyaan chhod de baiyaan meri patali kalaiyaan mud jaayegi
Mukesh:
tera haath na chhoduun tera saath na chhoduun kahaan jaayegi

Lata:
dekho ji dekho kahi dekhe na zamaana
pyaar hamaara ban jaaye na fasaana
Mukesh:
achha nikala hain ye jaane ka bahaana
Lata:
saiyaan chhod de ...

Lata:
tum mere kaun ho ye duniya na jaane
Mukesh:
apni bala se koi maane ya na maane
Lata:
pyaar mein itne bhi bano na deewane
Lata:
saiyaan chhod de

.
FM
ENCHANTING DUETS:

LATA/MUKESH:

Movie Name: Saraswati Chandra
Singer: Lata/Mukesh
Music Director: Kalyanji Anandji
Lyrics: Indeewar
Year: 1968

59) PHOOL TUMHEIN BHEJA HAI KAT MEIN...........SASASWATI CHANDRA 1968
http://www.channeldosti.com/oldies/Lata%20Duets%20(prob...IN%20BHEJA%20HAI.mp3

LATA:
Phuul Tumhein Bhejaa Hai Kat Mein
Phuul Nahiin Meraa Dil Hai
Priiyatam Mere Tum Bhii Likhanaa
Kyaa Ye Tumhaare Qaabil Hai
MUKESH:
Pyaar Chhipaa Hai Kat Mein Itanaa
Jitane Saagar Mein Motii
Chuum Hii Letaa Haath Tumhaaraa
Paas Jo Mere Tum Hotii
LATA:
Phuul Tumhein Bhejaa Hai Kat Mein
Phuul Nahiin Meraa Dil Hai

LATA:
Niind Tumhein To Aatii Hogii
Kyaa Dekhaa Tumane Sapanaa
MUKESH:
Aankh Khulii To Tanhaa_Ii Thii
Sapanaa Ho Na Sakaa Apanaa
LATA:
Tanhaa_Ii Ham Duur Karenge
(Le Aao Tum Shehanaa_Ii)2
MUKESH:
Priit Lagaa Ke Bhuul Na Jaanaa
Priit Tumhiin Ne Sikhalaa_Ii

LATA:
Phuul Tumhen Bhejaa Hai Kat Mein
Phuul Nahiin Meraa Dil Hai

MUKESH:
Kat Se Jii Bharataa Hii Nahiin
Ab Nain Mile To Chain Mile
LATA:
Chaand Hamaarii Anganaa Utare
Ko Ii To Aisii Rain Mile
MUKESH:
Milanaa Ho To Kaise Mile Ham
(Milane Kii Suurat Likh Do)2
LATA:
Nain Bichhaaye Baithe Hain Ham
Kab Aaoge Kat Likh Do

Phuul Tumhein Bhejaa Hai Kat Mein
Phuul Nahiin Meraa Dil Hai
.
FM
Will delete #51 as is already on the Lata thread at #12:

Will now input as #51 Lata/Mukesh
Woh Chand Khile...Anari:

http://70.87.45.162/%7Efiles1/songs/Anari%20(1959)/06-Woh%20Chand%20Khila.mp3

Lata:
(Woh chaand khila woh taare hanse
Yeh raat ajab matwari hai) -2
Samajhne waale samajh gaye hain
Na samjhe
Mukesh:
Na samjhe woh anaadi hain
Lata:
Woh chaand khila woh taare hanse
Yeh raat ajab matwari hai
Samajhne waale samajh gaye hain
Na samjhe, na samjhe woh anaadi hain
Woh chaand khila woh taare hanse
Yeh raat ajab matwari hai

(Chaandi ki chamakti raahein
Woh dekho jhoom jhoom ke bulaayen) -2
Kirnon ne pasaari baahein
Ki armaan naach naach lehraye
(Baaje dil ke aar gaye yeh bahaar
Ubhre hai pyaar jeevan mein) -2
Woh chaand khila woh taare hanse
Yeh raat ajab matwari hai
Samajhne waale samajh gaye hain
Na samjhe, na samjhe woh anaadi hain
Woh chaand khila woh taare hanse
Yeh raat ajab matwari hai

(Kirnon ne chunariya taani
Bahaarein kis pe aaj hain deewani) -2
Chaanda ki chaal mastani
Hai paagal jispe raat ki rani
(Taaron ka jaal, le le dil nikaal
Poochho na haal mere dil ka) -2
Woh chaand khila woh taare hanse
Yeh raat ajab matwari hai
Samajhne waale samajh gaye hain
Na samjhe, na samjhe woh anaadi hain
Woh chaand khila woh taare hanse
Yeh raat ajab matwari hai

.
FM
ENCHANTING DUETS:

LATA/MUKESH:

Movie Name: Anari
Singer: Lata Mangeshkar, Mukesh
Music Director: Shankar-Jaikishan
Lyrics: Hasrat Jaipuri
Year: 1959

51) WOH CHAND KHILA TARE HANSE............ANARI 1959:
http://70.87.45.162/%7Efiles1/songs/Anari%20(1959)/06-Woh%20Chand%20Khila.mp3

Lata:
(Woh chaand khila woh taare hanse
Yeh raat ajab matwari hai) -2
Samajhne waale samajh gaye hain
Na samjhe
Mukesh:
Na samjhe woh anaadi hain
Lata:
Woh chaand khila woh taare hanse
Yeh raat ajab matwari hai
Samajhne waale samajh gaye hain
Na samjhe, na samjhe woh anaadi hain
Woh chaand khila woh taare hanse
Yeh raat ajab matwari hai

(Chaandi ki chamakti raahein
Woh dekho jhoom jhoom ke bulaayen) -2
Kirnon ne pasaari baahein
Ki armaan naach naach lehraye
(Baaje dil ke aar gaye yeh bahaar
Ubhre hai pyaar jeevan mein) -2

Woh chaand khila woh taare hanse
Yeh raat ajab matwari hai
Samajhne waale samajh gaye hain
Na samjhe, na samjhe woh anaadi hain
Woh chaand khila woh taare hanse
Yeh raat ajab matwari hai

(Kirnon ne chunariya taani
Bahaarein kis pe aaj hain deewani)2
Chaanda ki chaal mastani
Hai paagal jispe raat ki rani
(Taaron ka jaal, le le dil nikaal
Poochho na haal mere dil ka)2

Woh chaand khila woh taare hanse
Yeh raat ajab matwari hai
Samajhne waale samajh gaye hain
Na samjhe, na samjhe woh anaadi hain
Woh chaand khila woh taare hanse
Yeh raat ajab matwari hai

.
FM
ENCHANTING DUETS:

LATA/MUKESH:

Movie Name: Man Mandir
Singer: Lata/Mukesh
Music Director: Laxmikant Pyarelall
Lyrics: Rajinder Kishen
Year:1971

60) AYE MERE AAKHON KI PEHLE SAPNE........MAN MANDIR 1971
http://www.channeldosti.com/oldies/Lata%20Duets%20(prob...RE%20ANKHON%20KE.mp3

Lata:
(Aye meri aakhon ki pehle sapne
Rangeen sapne masoom sapne
Palko ka palna jhulawo tujhay
Gagaa ki loori sunawo tujhay,)2 ooo

Aye meri aakhon ki pehle sapne

(Eek ek pal bhi do us ghari kayleyay
Jiskay umeed may har koyee moujeyay)2

Aye meri aakhon ki pehle sapne
Rangeen sapne masoom sapne
Palko ka palna jhulawo tujhay
Gagaa ki loori sunawo tujhay, ooo

Muskeh:
Aye meri aakhon ki pehle sapne

Mai abhi tay teree tum raha hoon sada
Door day tay kahi saaj ho badh raha

Aye meri aakhon ki pehle sapne
Rangeen sapne masoom sapne
Palko ka palna jhulawo tujhay
Gagaa ki loori sunawo tujhay, ooo

Lata/Mukesh:
Aye meri aakhon ki pehle sapne
Rangeen sapne masoom sapne
Palko ka palna jhulawo tujhay
Gagaa ki loori sunawo tujhay, ooo
ooo ooo ooo

,
FM
ENCHANTING DUETS:

LATA/AMIT KUMAR:

Movie Name:Love Story
Singer: Lata//Amit Kunar
Music Director:RD Burman
Lyrics: Anand Bakshi
Year:1981

61) YAAD AA RAHI HAI...............LOVE STORY 1981
http://66.45.233.12/Yaad_Aa_Rahi_Hai_LOVE_STORY.mp3

LATA:
Yaad aa rahi hai

AMIT:
Yaad aa rahi hai

LATA:
Teri yaad aa rahi hai, teri yaad aa rahi hai
Yaad aane se, tere jaane se
Jaan jaa rahi hai
Yaad aa rahi hai, teri yaad aa rahi hai

(Pehle yeh naa jaana
Tere baad yeh jaana pyaar mein)2
Jeena mushkil kardega
Yeh dil deewana pyaar mein
Jaane kaise saans yeh aise
Aa jaa rahi hai
Yaad aa rahi hai, teri yaad aa rahi hai

AMIT:
(Bante bante dulhan
Preet hamaari uljhan ban gayi)2
Mere dil ki dhadkan
Meri jaan ki dushman ban gayi
Kuch keh kehke, mujhe reh rehke
Tadpaa rahi hai
Yaad aa rahi hai, teri yaad aa rahi hai

LATA:
(Yeh rut ki rangaraliyaan
Yeh phoolon ki galiyaan ro padi) - 2

AMIT:
Mera haal suna to
Mere saath yeh kaliyaan ro padi

LATA:
Ek nahin tu, duniya aansu
Barasaa rahi hai
Yaad aa rahi hai

AMIT:
Teri yaad aa rahi hai

LATA:
Yaad aane se, tere jaane se
Jaan jaa rahi hai

LATA/AMIT:
Yaad aa rahi hai, teri yaad aa rahi hai

.
FM
ENCHANTING DUETS:

LATA/AMIT KUMAR:

Movie Name:Love Story
Singer: Lata//Amit Kunar
Music Director:RD Burman
Lyrics: Anand Bakshi
Year:1981

62)DEKHO MAINE DEKHA HAI EK SAPNA.........LOVE STORY 1981
http://66.45.233.12/Dekho_Maine_Dekha_Hai_LOVE_STORY.mp3

AMIT:
Dekho Maine Dekha Hai Yeh Ek Sapna
Phoolon Ke Shehar Mein Hai Ghar Apna
Kya Sama Hai, Tu Kahan Hai
LATA:
Maein Aayi Aayi Aayi Aayi, Aaja

LATA:
Kitna Haseen Hai Yeh Ek Sapna
Phoolon Ke Shehar Mein Hai Ghar Apna
Kya Sama Hai, Tu Kahan Hai

AMIT:
Maein Aaya Aaya Aaya Aaya, Aaja

AMIT:
Yahan Tera Mera Naam Likha Hai,
LATA:
Rasta Nahin Yeh Aam Likha Hai
AMIT:
Yeh Hai Darwaaza Jahan Tu Khadi Hai
LATA:
Andar Aajao Sardi Badi Hai
AMIT:
Yahan Se Nazaara Dekho Parvaton Ka
LATA:
Jhanku Maein Kahanse, Kahan Hai Jharokha,
AMIT:
Yeh Yahan Hai, Tu Kahan Hai...

LATA:
Dekho Maine Dekha Hai Yeh Ek Sapna
Phoolon Ke Shehar Mein Hai Ghar Apna
Kya Sama Hai, Tu Kahan Hai
Maein Aaya Aaya Aaya Aaya, Aaja


Achha Yeh Batao Kahan Pe Hai Paani
Bahar Beh Raha Hai Jharna Deewani
Bijli Nahin Hai Yahi Ek Gham Hai,
Teri Bindiya Kya Bijli Se Kam Hai
Chodho Mat Chhedo Baazar Jaao,
Jaata Hoon Jaoonga, Pehle Yahan Aao
Shaam Jawaan Hai, Tu Kahan Hai

Maein Aaya Aaya Aaya Aaya, Aaja

Kaisi Pyaari Hai Yeh Chhotisi Rasoi ,
Hum Dono Hain Bas Dooja Nahin Koi
Is Kamre Mein Hongi Meethi Baaten,
Us Kamre Mein Guzrengi Raaten
Yeh To Bolo Hogi Kahan Pe Ladaai,
Maine Woh Jagah Hi Nahin Banai
Pyar Yahan Hai, Tu Kahan Hai

Maein Aayi Aayi Aayi Aay, Aaja
AMIT:
Dekho Maine Dekha Hai Yeh Ek Sapna
Phoolon Ke Shehar Mein Hai Ghar Apna
Kya Sama Hai, Tu Kahan Hai
LATA:
Maein Aayi Aayi Aayi Aayi, Aaja

.
FM

Add Reply

×
×
×
×
×
Link copied to your clipboard.
×
×