Skip to main content

Replies sorted oldest to newest

KAL AAJ AUR KAL: SONU SINGS RAFI
 
Sonu Nigam born July 30, 1973 in Faridabad, Haryana, India,is a playback singer whose songs have been featured in numerous Bollywood movies. He has also released numerous Indi-pop albums. He changed the spelling of his last name from Nigam to Niigaam to reflect an auspicious number in astrology.

Sonu was born in Faridabad to parents Agam Kumar Nigam and Shobha Nigam. He has 2 sisters called Meenal and Neekita. He attended D J Tyler school.

Continues...........

FM
Last edited by Former Member

KAL AAJ AUR KAL: SONU SINGS RAFI: DISC 1: SELECTION 10:

10) AAP KE HASEEN RUKH: MP 3:

http://www.mastimag.com/download.php?song_id=17649

KAL AAJ AUR KAL: SONU SINGS RAFI: DISC 1: SELECTION 11:

11) TUMHARI ZULF KE SAAYE: MP 3:

http://www.mastimag.com/download.php?song_id=17641

KAL AAJ AUR KAL: SONU SINGS RAFI: DISC 1: SELECTION 12:

12) DOOR REHKAR NA KARO BAAT: MP 3:

http://www.mastimag.com/download.php?song_id=17637

KAL AAJ AUR KAL: SONU SINGS RAFI: DISC 1: SELECTION 13:

13) AB KYA MISAAL DO MAIN: MP 3:

http://www.mastimag.com/download.php?song_id=17635

KAL AAJ AUR KAL: SONU SINGS RAFI: DISC 1: SELECTION 14:

14) HUSN WALE TERA JAWAAB NAHIN: MP 3:

http://www.mastimag.com/download.php?song_id=17645

KAL AAJ AUR KAL: SONU SINGS RAFI: DISC 1: SELECTION 15:

15) DIL KE AWAAZ BHI SUN: MP 3:

http://www.mastimag.com/download.php?song_id=17648

KAL AAJ AUR KAL: SONU SINGS RAFI: DISC 1: SELECTION 16:

16) TERE ZULFON SAY JUDAAE TO NAHI: MP 3

http://www.mastimag.com/download.php?song_id=17640

KAL AAJ AUR KAL: SONU SINGS RAFI: DISC 1: SELECTION 17:

17) JAB JAB BAHAR AYEE AUR PHOOL: MP 3:

http://www.mastimag.com/download.php?song_id=17633

We now all the disc one listed: Now to get to me some more of the translations:

FM
Last edited by Former Member

KAL AAJ AUR KAL: SONU SINGS RAFI: DISC 1 SELECTION 1

Movie : Bahu Begum (1967)
Lyrics: Sahir Ludhianvi
Music : Roshan

1) HUM INTEZAAR KAREINGAY: MP 3:

http://www.mastimag.com/download.php?song_id=17644

Hamm intezaar karenge,
We would wait

Hamm intezaar karenge tera, qayaamat tak,
For you we would wait 'till kingdom come'
khudaa kare ke qayaamat ho, aur tuu aaye
And may you arrive as god bids your return,

khudaa kare ke, qayaamat ho, aur tuu aaye,
And may you arrive as god bids your return,

hamm intezaar karenge
We would wait

bujhee-bujhee see nazar me.n teree, talaash liye,
Searching for you with a vision that neraly turned dull,
bhatakte, phirte hain, hamm aap apnee laash liye,
We wonder about carrying our dead weights,

yahee junoon yahee vahshat ho,
May the same madness and passions abide
yahee junoon yahee vahshat ho, aur tuu aaye
And you may return as the same madness and passions abide,

khudaa kare ke qayaamat ho, aur tuu aaye
And may you arrive as god bids your return,
Hamm intezaar karenge tera, qayaamat tak,
For you we would wait 'till kingdom come'

na denge hamm tujhe ilzaam be, wafaayee kaa,
We would not accuse you of wrong doing/infidelity,
magar gilaa toh, kare.nge teree judaaee kaa,
But at least we will complain of your parting,
tere khilaaf shikaayat ho,
When the complaint is in process
tere khilaaf shikaayat ho, aur tuu aaye
And you may arrive, when the complaint is in process

khudaa kare ke qayaamat ho, aur tuu aaye
And may you arrive as god bids your return,
Hamm intezaar karenge tera, qayaamat tak,
For you we would wait 'till kingdom come'

yeh zindagee tere qadmon mein daal jaayenge,
This life we will be laying at your feet
tujhee ko, teree amaanat sambhaal jaayenge,
To your care we will be handing over our trust
hamaaraa aalam-e-rukhsat ho,
When we are about to depart this world
hamaaraa aalam-e-rukhsat ho, aur tuu aaye
And may you arrive when we are about to depart this world

khudaa kare ke qayaamat ho, aur tuu aaye
And may you arrive as god bids your return,
Hamm intezaar karenge tera, qayaamat tak,
For you we would wait 'till kingdom come'

Trans : Nasir
Tweaking by: Asj

.

FM
Last edited by Former Member

KAL AAJ AUR KAL: SONU SINGS RAFI: DISC 1: SELECTION 2:

Movie : Kaajal 1965

Lyrics : Sahir Ludhianvi

Music :  Ravi

2) CHU LENE DO NAZUK HOTHON KO: MP 3:

http://www.mastimag.com/download.php?song_id=17639

Choo lene do nazuk hoonton ko
Let it touch your soft lips
Kuch aur nahi hay jaam hay yeh
Its nothing but just a glass of wine
Choo lene do nazuk hoonton ko
Let it touch your soft lips
Kuch aur nahi hay jaam hay yeh
Its nothing but just a glass of wine
Qudrat nay jo hum ko bakhsha hay
Which the nature has gifted for us
Wo sab se haseen inaam hay yeh
This, the prettiest reward

Sharma kay na youhi kho dena rangeen jawani ki ghariyan
Dont let your youth moments passes away in shyness
Sharma kay na youhi kho dena rangeen jawani ki ghariyan
Dont let your youth moments passes away in shyness
Betaab dharaktey seenoo ka armaan bhara pighaam hay yeh
The impatient heart beats are warning you

Choo lene do nazuk hoonton ko
Let it touch your soft lips
Kuch aur nahi hay jaam hay yeh
Its nothing but just a glass of wine
Choo lene do nazuk hoonton ko
Let it touch your soft lips

Achon ko bura sabit karna duniya ki purani aadat hay
The world is in habit to prove the good ones bad
Achon ko bura sabit karna duniya ki purani aadat hay
The world is in habit to prove the good ones bad
Iss may ko mubarak cheez samajh mana kay bohat badnaam hay yeh
Consider this liquor to be good even though itis considered to be notorious

Choo lene do nazuk hoonton ko
Let it touch your soft lips
Kuch aur nahi hay jaam hay yeh
Its nothing but just a glass of wine
Qudrat nay jo hum ko bakhsha hay
Which the nature has gifted for us
Wo sab se haseen inaam hay yeh
This, the prettiest reward
Choo lene do nazuk hoonton ko
Let it touch your soft lips

Trans: Saeed@GNI Forums

.

FM
Last edited by Former Member

KAL AAJ AUR KAL: SONU SINGS RAFI: DISC 1: SELECTION 3

Movie : Ram Aur Shyaam 1967

Music : Naushad

Lyrics : Sahir Ludhianvi

3) AAJ KI RAAT MERE DILKE SALAMAT LE LE: MP 3:

http://www.mastimag.com/download.php?song_id=17636

Ye raat jaise dulhan, ban gayi chiraagon se
Tonight, as she becomes a bride under lights
Karunga ujaala main dil ke daagon se
My heartache will shine brighter still

Aaj ki raat mere, dil ki salaami le le, dil ki salaami le le
Tonight, my heart salutes you
Kal teri bazm se diwaana chala jaayega
Tomorrow this lover will leave your side
Shama rahe jaayegi, parwaana chala jaayega
This flame will remain, but the moth will be gone

Teri mehfil tere jalwe ho mubaarak tujhko
your gathering, your lustre, suits you well
Teri ulfat se nahin aaj bhi inkaar mujhe
Today I will not deny you your pleasure
Tera maikhaana salaamat rahe eh jaan-e-wafa
Bless your beguiling ways, lover
Muskuraakar tu zara dekh le ik baar mujhe
Favor me just once more with your smile
Phir tere pyaar ka mastaana chala jaayega
Then the one intoxicated with you will go

Kal teri bazm se diwaana chala jaayega
Tomorrow this lover will leave your side
Shama rahe jaayegi parwaana chala jaayega
This flame will remain, but the moth will be gone
Aaj ki raat mere, dil ki salaami le le, dil ki salaami le le
Tonight, my heart salutes you

Maine chaaha ki bata dun main haqeeqat apni
I wanted to tell you the truth about me,
Tune lekin na mera raaz-e-mohabbat samjha
But you did not see my secret love
Meri uljhan mere haalaat yaha tak pahonche
My troubles reached the point where
Teri aankhon ne mere pyaar ko nafrat samjha
you took my love for hate
Ab teri raah se begaana chala jaayega
Now this stranger will not be in your way

Tu mera saath na de raah-e-mohabbat mein sanam
You did not walk the path of love with me
Chalte-chalte main kissi raah pe mud jaaunga
I will take a turn away from this path now
Kahkashaan chaand sitaare tere choomenge qadam
Rainbows, the moon and stars will kiss the ground you tread
Tere raste ki main ek dhool hun ud jaaunga
I am the dust in your path, I will be blown away.
Saath mere mera afsaana chala jaayega
The tale of my love will go with me

Trans: Venkat

.

FM
Last edited by Former Member

KAL AAJ AUR KAL: SONU SINGS RAFI: DISC 1: SELECTION 4:

Movie : Bheegi Raat 1965
Music : Roshan
Lyrics : Sahir Ludhianvi

4) DIL JO NA KEH SAKA MP 3:

http://www.mastimag.com/download.php?song_id=17642

(dil jo naa keh sakaa,
What the heart could not reveal,
vohee raaz-e-dil, kehne kee raat, aayee,)2
The night of revealing that secret has arrived,
dil jo naa keh sakaa,
What the heart could not reveal,

naghma saa koi, jaag uthaa badan mein,
like a song, the body has been aroused,
(jhankaar ki see, thartharee hai tann mein,)2
Whils't music like resonance shakes the frame,

dil jo naa keh sakaa,
What the heart could not reveal,

taubaa yeh kis ne, anjuman sajaa ke,
Good heavens! By decorating this garden, who has
Tukre kiye hain, ghuncha-e-wafaa ke,
butchered this flower bud of fidelity?
Tukre kiye hain ghuncha-e-wafaa ke,
butchered this flower bud of fidelity?
Oh~~~ uchhaalo gulon ke Tukre,
Toss up the flower pieces
ke rangeen fizaaon mein, rehne kee raat, aayee,
As the night stays on the splendid ambience has arrived

dil jo naa keh sakaa,
What the heart could not reveal,

chaliye mubaarak, jashn dostee kaa,
Congratulations for the jubilation of friendship,
daaman toh thaamaa, aap ne kisee kaa
At least you have taken the refuge of someone,
daaman toh thaamaa, aap ne kisee kaa,
At least you have taken the refuge of someone,
Oh~~~hamein toh khushee yahee hai,
OH~~~We are very glad for this
tumeh bhee kisee ko apnaa, kehne kee raat aayee,
The night when you can call someone your own has arrived

dil jo naa keh sakaa,
What the heart could not reveal,

saaghar uthaao, dil kaa kis ko gham hai,
Pick up the glass of wine, why feel sorry for the heart?
aaj dil kee qeemat, jaam se bhee kam hai
the value of the heart today is less than the goblet's,
aaj dil kee qeemat jaam se bhee kam hai,
the value of the heart today is less than the goblet's,
oh~~~piyo chaahe khoon-e-dil ho,
OH~~~Drink!! though the heart may break,
ke peete pilaate hee, rehane kee raat aayee,
As the night of drinking and revelery has arrived.

dil jo naa keh sakaa,
What the heart could not reveal,

Trans: NASIR

.

FM
Last edited by Former Member

KAL AAJ AUR KAL: SONU SINGS RAFI: DISC 1: SELECTION 5:

Movie : Junglee 1961
Music : Shankar Jaikishan
Lyrics : Majrooh Suntanpuri

5) EHSAAN TERA HOGA MUJH PAR: MP 3:

http://www.mastimag.com/download.php?song_id=17646

Ehsaan tera hoga mujh par
You would be doing me a great favor
Dil chahta hai woh kehne do
If you let me tell you what my heart desires
Mujhe tumse mohabbat ho gayi
I have fallen in love with you
Mujhe palkon ki chaaon mein rehne do
Please let me dwell in the shelter of your eyes

Ehsaan tera hoga mujh par...
You would be doing me a great favor

Tumne mujhko hansna sikhaaya
You were the one who taught me how to laugh
Rone kahoge ro lenge ab
Now, if you ask me to cry, I will
Aansoo ka hamaare gham na karo
Don't be hurt by my tears
Woh behte hai to behne do
They've already started to flow,
Mujhe tumse mohabbat ho gayii hai
Because I've fallen in love with you
Mujhe palkon ki chaaon mein rehne do
Let me dwell in the shelter of your eyes

Ehsaan tera hoga mujh par...
You would be indulging me...

Chaahe bana do chaahe mitaa do
Either make it or destroy it
Mar bhi gaye to denge duwaayen
Even if it kills me, I will sing your praises
Udd udd ke kahegi khaak sanam
Flying around, the ashes will say,
Yeh dard-e-mohabbat sehne do
"Let me bear the burdens of love."
Mujhe tumse mohabbat ho gayi hai
For I have fallen in love with you

Mujhe palkon ki chaaon mein rehne do
Let me dwell in your eyes forever

Ehsaan tera hoga mujh par
You would be doing me a great favor
Dil chahta hai woh kehne do
If you let me tell you what my heart desires
Mujhe tumse mohabbat ho gayi
I have fallen in love with you
Mujhe palkon ki chaaon mein rehne do
Please let me dwell in the shelter of your eyes

Ehsaan tera hoga mujh par
You would be doing me a great favor

Trans: Someone Somewhere

FM
Last edited by Former Member

KAL AAJ AUR KAL: SONU SINGS RAFI: DISC 1: SELECTION 6:  

Movie : Barsaat ki Raat 1960

Lyrics : Sahir Ludhianvi

Music :  Roshan

6) ZINDAGI BHAR NAHI BHOOLENGI: MP 3:

http://www.mastimag.com/download.php?song_id=17634

Zindagi Bhar Nahin Bhoolegi
NOT FOR A LIFETIME WILL BE FORGOTTEN
Woh Barsaat Ki Raat
THAT RAINY NIGHT
Ek Anjaan Haseena Se
WITH A BEAUTIFUL STRANGER
Mulaqaat Ki Raat
THE NIGHT OF THE RENDEVOUS.

Zindagi Bhar Nahin Bhoolegiâ€Ķ.
NOT FOR A LIFETIME WILL BE FORGOTTEN...

Hai Woh Reshmi Zulfon Se Barasta Paani
O THAT WATER DRIPPING THROUGH HER SILKY TRESSES,
Phool Se Gaalon Pe Rukhne Ko Tarasta Paani
WATER LONGING TO PAUSE ON HER FLOWER-LIKE CHEEKS
Dil Mein Toofan Utha-thay Huye
RAISING A STORM IN THE HEART
Dil Mein Toofan Utha-Thay Huye Jazbaat Ki Raat
RAISING A STORM IN THE HEART ON THE EMOTIONAL NIGHT.

Zindagi Bhar Nahin Bhoolegiâ€Ķ.
NOT FOR A LIFETIME WILL BE FORGOTTEN...

Darr Ke Bijli Se, Achanak,
ON BEING SCARED OF THE LIGHTNING SUDDENLY
Woh Lipatna Uska
THAT CLASPING OF HERS,
Aur Phir Sharm Se, Balkha Ke, Simatna Uska
AND THEN TWISTING TO WITHDRAW UNTO HERSELF - ABASHED,
Kabhi Dekhi Na Suni Aaisi Ho
NEVER SEEN NOR HEARD OF SUCHâ€ĶOâ€Ķ
Kabhi Dekhi Na Suni Aaisi Tilismaat Ki Raat
NEVER SEEN NOR HEARD OF SUCH AN ENCHANTING NIGHT

Zindagi Bhar Nahin Bhoolegiâ€Ķ.
NOT FOR A LIFETIME WILL BE FORGOTTEN...

Surkh Aanchal Ko Daba Kar Jo Nicho.da Usne
AS SHE PRESSED AND WRUNG THE RED HEM
Dil Pe Jalta Hua Ek Teer Sa Chho.da Usne
AN ARROW-LIKE FLAME SHE SHOT AT THE HEART
Aag Paani Mein Lagaate Huye
SETTING THE WATER ON FIRE,
Aag Paani Mein Lagaate Huye Haalaat Ki Raat
SETTING THE WATER AFIRE – THE NIGHT OF AFFAIRS.

Zindagi Bhar Nahin Bhoolegiâ€Ķ.
NOT FOR A LIFETIME WILL BE FORGOTTEN...

Mere Naghmo Mein Jo Basti Hai
THAT WHICH INHERES IN MY SONGS
Vo Tasveer Thi Woh
SUCH A PICTURE SHE WAS,
Naujawani Ke Hasee.n Khwaab Ki
OF THE ADOLESCENT'S SWEET DREAM'S
Tabeer Thi Vo
AN ELUCIDATION SHE WAS.
Aasmaanon Se Uttar Aayi... Ho
DESCENDED FROM THE HEAVENS..Oâ€Ķ,
Aasmaanon Se Uttar Aayi Thi Jo Raat Ki Raat
WHO HAD DESCENDED FROM THE HEAVENS THAT VERY NIGHT.

Zindagi Bhar Nahin Bhoolegi
NOT FOR A LIFETIME WILL BE FORGOTTEN
Woh Barsaat Ki Raat
THAT RAINY NIGHT
Ek Anjaan Haseena Se
WITH A BEAUTIFUL STRANGER
Mulaqaat Ki Raat
THE NIGHT OF THE RENDEVOUS.

Zindagi Bhar Nahin Bhoolegiâ€Ķ.
NOT FOR A LIFETIME WILL BE FORGOTTEN

Trans: NASIR

.

FM
Last edited by Former Member

KAL AAJ AUR KAL: SONU SINGS RAFI: DISC 1: SELECTION 7:

7) JO BAAT TUJH MAY HAIN: MP 3:

http://www.mastimag.com/download.php?song_id=17638

Movie : Taj Mahal 1963

Music :  Roshan

Lyrics : Sahir Ludhianvi

7) JO BAAT TUJH MAY HAIN: MP 3:

http://www.mastimag.com/download.php?song_id=17638

jo baat tujh mein hai,
The quality you possess
teree tasaweer mein nahee
is not visable in your image
tasaweer mein nahee
is not visable in your image

rangon mein teraa aks dhalaa, too naa dhal sakee
In trying to portray your image in color I cannot
saanson kee aanch jism kee khushaboo naa dhal sakee
The warmth of your breaths, the fragrance of your body
tujh mein jo loch hai, meree tahareer mein nahee
The qualities that you have is not mine
tahareer mein nahee
Qualities not mine

jo baat tujh mein hai,
The quality you possess
teree tasaweer mein nahee
is not visable in your image

bejaan husn mein kahaan, raftaar kee adaa
where is the grace of speed in the still beauty
inkaar kee adaa hai, naa ikaraar kee adaa
the grace of refusal, the grace of acceptence
koee lachak bhee zulf-e-girahagir mein nahee
there is no suppleness in tresses of your image
girahagir mein nahee

jo baat tujh mein hai,
The quality you possess
teree tasaweer mein nahee
is not visable in your image

duniyaa mein koee cheez naheen hai teree tarah
In this world there is nothing to compare with you
phir ek baar saamane aajaa kisee tarah
lovingly please do somehow, come in front of me
kyaa aur ek jhalak meree taqadeer mein nahee
Another glance of you, is this not in my fate?
taqadeer mein nahee

jo baat tujh mein hai,
The quality you possess
teree tasaweer mein nahee
is not visable in your image

Trans:

.

FM
Last edited by Former Member

KAL AAJ AUR KAL: SONU SINGS RAFI: DISC 1: SELECTION 8: 

Parasmani [1963) , Photo, Images, Posters

Movie : Parasmani 1963

Music : Laxmikant and Pyrelall

Lyrics : Asad Bhopali

8) ROSHAN TUMHE SAY DUNIYA: MP 3:

http://www.mastimag.com/download.php?song_id=17647

HMMM...aaa oooo

Raushan Tum Hee Se Duniya
Bright is the light because of you
Raunaq Tum Hee Jahaan ki
Splendor of the world it is only you
Phoolon mein Palne Waali,
Raised amongst the flowers
Raani Ho Gulistaan ki,
You are the queen of the rose Garden

Salaamat raho, salaamat raho
Be safe and sound, be safe and sound

Raushan Tum Hee Se Duniya
Bright is the light because of you
Raunaq Tum Hee Jahaan ki
Splendor of the world it is only you
Phoolon mein Palne Waali,
Raised amongst the flowers
Raani Ho Gulistaan ki,
You are the queen of the rose Garden

Salaamat raho, salaamat raho
Be safe and sound, be safe and sound
Salaamat raho,
Be safe and sound,

Oh oh oh oh oh

(Naazuk Ho Naaz Se Bhee
More delicate than elegance
Tum Pyaar Se Bhee Pyaari)2
Even more lovable than you are
Tum Husn Se Haseen Ho
You are more beautiful than beauty itself
(Kya Baat Hai Tumhaari,)2
How exquisite you are!
Aankhon mein Do Jahaan Hai,
Both worlds are in your sights
Maalik Ho Do Jahaan Ki...
Owner of both worlds you are

Salaamat raho, salaamat raho
Be safe and sound, be safe and sound
Salaamat raho,
Be safe and sound,

aaaa aaaa aaa oooo ooo ooo

(Dil Chaahe Toot Jaaye,
The Heart may break
Mere Dil Se Yoon hi Khelo,)2
But contnue playing with my heart
Jeeti Raho Yoon Hi Tum
Carry on with your life as always
(Meri Bhi ˜Umr Le Lo)2
Take the years of my life too
Kis Din Dua' Na Maangi
Which day the supplication was not made
Hamm Ne Tumhaari Jaan Ki
By us for your life?

Salaamat raho, salaamat raho
Be safe and sound, be safe and sound

Raushan Tum Hee Se Duniya
Bright is the light because of you
Raunaq Tum Hee Jahaan ki
Splendor of the world it is only you
Phoolon mein Palne Waali,
Raised amongst the flowers
Raani Ho Gulistaan ki,
You are the queen of the rose Garden

(Salaamat raho, salaamat raho)2
Be safe and sound, be safe and sound

TRANS: NASIR

FM
Last edited by Former Member

KAL AAJ AUR KAL: SONU SINGS RAFI: DISC 1: SELECTION 9:

Movie : Dil Diya Dard Liya 1966

Music : Naushad

Lyrics : Shakeel Badayuni

9) KOI SAAGAR DIL KO BEHLATA NAHIN: MP 3:

http://www.mastimag.com/download.php?song_id=17643

Koee, saaghar, dil ko behlaataa naheen,
NO GOBLET IS ABLE TO CHEER THE HEART,
Koee, saaghar, dil ko behlaataa naheen,
NO GOBLET IS ABLE TO CHEER THE HEART,
bekhudee mein bhee, qaraar aataa naheen,
NO PEACE COMES EVEN IN INEBRIATION,

Koee saaghar, dil ko behlaataa naheen.
NO GOBLET IS ABLE TO CHEER THE HEART.

main koee, patthar naheen, insaan hoon,
I’M A HUMAN BEING, NOT SOME STONE,
main koee, patthar naheen, insaan hoon,
I’M A HUMAN BEING, NOT SOME STONE,
kaise keh doon, gham se ghabraataa naheen,
HOW CAN I SAY THAT I’M NOT AFRAID OF THE SORROW?

Koee, saaghar, dil ko behlaataa naheen,
NO GOBLET IS ABLE TO CHEER THE HEART,
bekhudee mein bhee, qaraar aataa naheen,
NO PEACE COMES EVEN IN INEBRIATION.

kal to sab theh, kaaravaan ke, saath saath,
IN THE PAST ALL WERE TOGETHER IN A CARAVAN,
kal to sab theh, kaaravaan ke, saath saath,
IN THE PAST ALL WERE TOGETHER IN A CARAVAN,
aaj koee raah dikhlaa-taa naheen.
TODAY, THERE IS NO ONE TO SHOW THE WAY.

Koee, saaghar, dil ko behlaataa naheen
NO GOBLET IS ABLE TO CHEER THE HEART,
bekhudee mein bhee, qaraar aataa naheen,
NO PEACE COMES EVEN IN INEBRIATION.

zindagee ke, aaeene ko, tod doh,
SHATTER THE MIRROR OF LIFE,
zindagee ke, aaeene ko, tod doh,
SHATTER THE MIRROR OF LIFE,
iss mein ab kuchh bhee nazar, aataa naheen.
NOTHING IS VISIBLE IN IT NOW.

Koee, saaghar, dil ko behlaataa naheen,
NO GOBLET IS ABLE TO CHEER THE HEART,
bekhudee mein bhee, qaraar aataa naheen,
NO PEACE COMES EVEN IN INEBRIATION.
Koee, saaghar, dil ko behlaataa naheen,
NO GOBLET IS ABLE TO CHEER THE HEART.

Trans: Nasir

.

FM
Last edited by Former Member

KAL AAJ AUR KAL: SONU SINGS RAFI: DISC 1: SELECTION 10:
 
Movie : Baharen Phir Bhi Ayeenge

Music :  OP Nayyar

Lyrics : Sheven Rizvi

10) AAP KE HASEEN RUKH: MP 3:

http://www.mastimag.com/download.php?song_id=17649

Aap ke Haseen Rukh pe Aaj Nayaa Noor Hai,
A NEW RADIANCE DONS YOUR BEAUTIFUL FACE TODAY,
Mera Dil Machal Gaya toh Mera kya Qasoor Hai,
IF MY HEART GOT EXCITED AM I TO BLAME?
Aap ke Haseen Rukh pe Aaj Nayaa Noor Hai,
A NEW RADIANCE DONS YOUR BEAUTIFUL FACE TODAY,
Mera Dil Machal Gaya toh Mera kya Qasoor Hai,
IF MY HEART GOT EXCITED AM I TO BLAME?

Aap ki Nigaah ne Kahaa toh kuchh Zaroor Hai
YOUR GLANCE HAS CERTAINLY SAID SOMETHING,
Mera Dil Machal Gaya toh Mera kya Qasoor Hai,
IF MY HEART GOT EXCITED AM I TO BLAME?
Khuli Laton ki Chhaaon mein,
UNDER THE SHADE OF OPEN TRESSES
Khila Khila sa Roop Hai
IS THE BUDDING BEAUTY,
Ghata se Jaise Chhan Rahi
AS IF FILTERING THROUGH THE CLOUD
Subha Subha ki Dhoop Hai
IS THE EARLY MORNING SUN,
Jidhar Nazar Mudi..
WHEREVER THE SIGHT TURNED,
Jidhar Nazar Mudiâ€Ķ
WHEREVER THE SIGHT TURNED,
Jidhar Nazar Mudi Udhar Suroor hi Suroor hai,
WHEREVER THE SIGHT TURNED THERE IS ONLY EXHILIRATION,

Mera Dil Machal Gaya toh Mera kya Qasoor Hai,
IF MY HEART GOT EXCITED AM I TO BLAME?

Jhuki Jhuki Nigaah mein
IN THE DROOPING GLANCE
bhi hain Bala ki Shokhiyaa n
ALSO ARE THE DARING RESTLESSNESS,
Dabi Dabi Hansi mein bhi
EVEN IN THE SUPPRESSED LAUGHTER
Tarap rahi hain Bijliyaan
THE LIGHTNINGS FLASH RESTLESSLY,
Shabaab Aap ka..
YOUR YOUTHFULNESS,
Shabaab Aap kaâ€Ķ
YOUR YOUTHFULNESS,
Shabaab Aap ka, Nashe mei.n Khud hi Choor Choor hai..
YOUR YOUTHFULNESS IS ITSELF DRENCHED IN DRINKS.

Mera Dil Machal Gaya toh Mera kya Qasoor Hai,
IF MY HEART GOT EXCITED AM I TO BLAME?

Jahan Jahan Paray Qadam
WHEREVER THE FEET RESTED
Wahaan Fiza Badal Gayi
THERE THE AMBIENCE IMPROVED,
Ke Jaise Sar BaSar Bahaar
AS IF THE ENTIRE SPRING
Aap hi mein Dhal Gayi
GOT MOULDED INTO YOU,
Kisi mein yeh Kashish
THIS MAGNETISM IN SOMEONE
Kisi mein yeh Kashish
THIS MAGNETISM IN SOMEONE
Kisi mein yeh Kashish Kahaan Jo Aap mein Huzoor Hai,
WHERE IS THIS MAGNETISM IN SOMEONE – THAT’S IN YOU LADY?

Mera Dil Machal Gaya toh Mera kya Qasoor Hai,
IF MY HEART GOT EXCITED AM I TO BLAME?

Aap ke Haseen Rukh pe Aaj Nayaa Noor Hai,
A NEW RADIANCE DONS YOUR BEAUTIFUL FACE TODAY,
Mera Dil Machal Gaya toh Mera kya Qasoor Hai,
IF MY HEART GOT EXCITED AM I TO BLAME?
Aap ki Nigaah ne Kahaa toh kuchh Zaroor Hai
YOUR GLANCE HAS CERTAINLY SAID SOMETHING,
Mera Dil Machal Gaya toh Mera kya Qasoor Hai,
IF MY HEART GOT EXCITED AM I TO BLAME?

Hmmm hmmm hmmm

Trans: Nasir

.

FM
Last edited by Former Member

KAL AAJ AUR KAL: SONU SINGS RAFI: DISC 1: SELECTION 3
 
Movie : Ram Aur Shyaam 1967

Music : Naushad

Lyrics : Sahir Ludhianvi

3) AAJ KI RAAT MERE DILKE SALAMAT LE LE: MP 3:

http://www.mastimag.com/download.php?song_id=17636

Ye raat jaise dulhan, ban gayi chiraagon se
Tonight, as she becomes a bride under lights
Karunga ujaala main dil ke daagon se
My heartache will shine brighter still

Aaj ki raat mere, dil ki salaami le le, dil ki salaami le le
Tonight, my heart salutes you
Kal teri bazm se diwaana chala jaayega
Tomorrow this lover will leave your side
Shama rahe jaayegi, parwaana chala jaayega
This flame will remain, but the moth will be gone

Teri mehfil tere jalwe ho mubaarak tujhko
your gathering, your lustre, suits you well
Teri ulfat se nahin aaj bhi inkaar mujhe
Today I will not deny you your pleasure
Tera maikhaana salaamat rahe eh jaan-e-wafa
Bless your beguiling ways, lover
Muskuraakar tu zara dekh le ik baar mujhe
Favor me just once more with your smile
Phir tere pyaar ka mastaana chala jaayega
Then the one intoxicated with you will go

Kal teri bazm se diwaana chala jaayega
Tomorrow this lover will leave your side
Shama rahe jaayegi parwaana chala jaayega
This flame will remain, but the moth will be gone
Aaj ki raat mere, dil ki salaami le le, dil ki salaami le le
Tonight, my heart salutes you

Maine chaaha ki bata dun main haqeeqat apni
I wanted to tell you the truth about me,
Tune lekin na mera raaz-e-mohabbat samjha
But you did not see my secret love
Meri uljhan mere haalaat yaha tak pahonche
My troubles reached the point where
Teri aankhon ne mere pyaar ko nafrat samjha
you took my love for hate
Ab teri raah se begaana chala jaayega
Now this stranger will not be in your way

Kal teri bazm se diwaana chala jaayega
Tomorrow this lover will leave your side
Shama rahe jaayegi parwaana chala jaayega
This flame will remain, but the moth will be gone
Aaj ki raat mere, dil ki salaami le le, dil ki salaami le le
Tonight, my heart salutes you

Tu mera saath na de raah-e-mohabbat mein sanam
You did not walk the path of love with me
Chalte-chalte main kissi raah pe mud jaaunga
I will take a turn away from this path now
Kahkashaan chaand sitaare tere choomenge qadam
Rainbows, the moon and stars will kiss the ground you tread
Tere raste ki main ek dhool hun ud jaaunga
I am the dust in your path, I will be blown away.
Saath mere mera afsaana chala jaayega
The tale of my love will go with me

Kal teri bazm se diwaana chala jaayega
Tomorrow this lover will leave your side
Shama rahe jaayegi parwaana chala jaayega
This flame will remain, but the moth will be gone
Aaj ki raat mere, dil ki salaami le le, dil ki salaami le le
Tonight, my heart salutes you

The touching lament of a lover who never got to express his love, and now his sweetheart will marry someone else. Rafi's voice and the magic of Naushad make this beautiful. We may never again see such a combination of talent..Venkat

Trans: Venkat

Enjoyed this one so much, had to bring it back to the fore........Venkat, he certainly reminds me of someone just as well as great in her field.

.

FM
Last edited by Former Member
KAL AAJ AUR KAL: SONU SINGS RAFI

Kal Aaj Aur Kal Rafi (100 Tribute Songs To Rafi) - CD Sonu Nigam
Sonu Nigam has come the closest to the voice of Rafisaab, the CD
Pack with six cd's list 100 Mohd Rafi songs viz:

CD 1

1. Hum Intezaar Karenge Tera
2. Chhoo Lene Do Nazuk Honton Ko
3. Aaj Ki Raat Mere Dil Ki Salami
4. Dil Jo Na Keh Saka Wahi
5. Ehsaan Tera Hoga Mujh Par
6. Zindagi Bhar Nahin Bhulegi Ye Barsaat Ki Raat
7. Jo Baat Tujhmein Hai
8. Roshan Tumheen Se Duniya
9. Koi Sagar Dil Ko Bahlata Nahin
10. Aap Ke Haseen Rukh Pe Aaj Naya Noor
11. Tumhari Zulf Ke Saaye Mein
12. Door Rehkar Karo Baat
13. Ab Kya Misaal Doon Main
14. Husn Wale Tera Jawab Nahin
15. Dil Ki Awaaz Bhi Sun Mere Fasane Pe
16. Teri Zulfon Se Judaai To Nahin Maangi
17. Jab Jab Bahar Aaye Aur Phool Muskuraye

.
FM
KAL AAJ AUR KAL: SONU SINGS RAFI

CD 2:

1. Khoya Khoya Chand Khula
2. Ye Reshmi Zulfein Ye Sharbti Aankhein
3. Ye Wadiyaan Ye Fizayen Bula
4. Ae Gulbadan Phoolon Ki Mahek
5. Aane Se Uske Aaye Bahaar
6. Badi Door Se Aaye Hain
7. Mujhe Ishq Hai Tujhi Se
8. Khuda Bhi Aasman Se Jab Zameen Par
9. Ye Jo Chilman Hai Dushman Hai
10. Ae Phoolon Ki Rani Baharon Ki Malka
11. Tere Naam Ka Deewana Tere Dar Ko
12. Baharo Phool Barsao Mera Mehboob
13. Tu Kahan Ye Bata Is Nasheeli
14. Dil Ka Bhanwar are Pukaar
15. Pukarta Chala Hoon Main
16. Khuli Palak Mein Jhutha Gussa
17. Tum Bin Jaawu Kahan

.
FM
KAL AAJ AUR KAL: SONU SINGS RAFI

CD 3

1. Na Too Zameen Ke Liye Aur Na
2. Khush Rahe Tu Sada Ye Dua Hai Meri
3. Pathar Ke Sanam Tujhe Humne
4. Rang Aur Noor Ki Baraat Kise
5. Chahoonga Main Tujhe Saanjh Savere
6. Gham Uthane Ke Liye Jiye
7. Kya Se Kya Ho Gaya
8. Mere Dushaman Tu Meri Dosti Ko Tarse
9. Tujhko Pukare Mera Pyar
10. Teri Galiyon Mein Na Rakhenge Kadam
11. Donon Ne Kiya Tha Pyar
12. Ye Duniya Ye Mehfil Mere Kaam Ki Nahin
13. Tum Mujhe Yun Bhula Na Paoge
14. Is Bhari Duniya Mein Koi Bhi Hamara
15. Khilona Jaan Kar Tum Mera Dil
16. Basti-Basti Parwat-Parwat
17. Koi Sone Ke Dilwala

.
FM
KAL AAJ AUR KAL: SONU SINGS RAFI

CD 4

1. Mera To Jo Bhi Kadam Hai
2. Jaane Walon Zara Mudd
3. Nafrat Ki Duniya Ko Chhod
4. O Door Ke Musafir Mujhko Bhi
5. Ye Zindagi Ke Mele Kabhi Kam
6. Yaad Na Jaye Bite Dino Ke
7. O Duniya Ke Rakhwale
8. Ye Mehlon Ye Takhton Ye Tajon Ki
9. Jo Gujar Rahi Hai Mujh
10. Subah Naa Aayee
11. Acha Hi Hua Dil Toot Gaya
12. Naseeb Mein Jiske Jo
13. Hum Tumse Juda Ho Kar
14. Mile Na Phool To
15. Taqdeer Likha Tha
16. Aaj Purani Raahon Se
17. Matlab Nikal Gaya To

.
FM
KAL AAJ AUR KAL: SONU SINGS RAFI

CD 5

1. Deewanna Mujhsa Nahin
2. Laal Chhadi Maidan Khadi
3. Kaan Mein Jhumka Chaal
4. Gulabi Aankhen Jo Teri Dekhien
5. Aaya Re Khilne Wala
6. Likhe Jo Khat Tujhe
7. Chalke Teri Aankhon Se Sharaab
8. Le Gaee Dil Gudiya Japan Ki
9. Chhupne Wale Saamne Aa
10. Tu Mere Sapnon Ki Rani
11. Savere Wali Gaadi Se Chale
12. Janam-Janam Ka Saath
13. Kahan Chal Diye Idhar To Aao
14. Badan Pe Sitare Lapete Huye
15. Kaun Hai Jo Sapno Mein Aaya
16. O Dilbar Janiya
17. Banda Parwar Thaam Lo Jigar

.
FM
KAL AAJ AUR KAL: SONU SINGS RAFI

CD 6

1. Jiya O Jiya Kuchh Bol Do
2. Yun To Humne Laakh Haseen Dekhe Hain
3. Thoda Rukk Jaayegi To Tera
4. Mast Baharon Ka Main Aashiq
5. Chahe Koi Mujhe Jungali Kahe
6. Aai-Aai Ya Karoon Main Kya Suku-Suku
7. Baar Baar Dekho Najar
8. Main Jatt Yamla Pagla Deewana
9. Kisko Pyaar Karoon
10. Laakhon Hain Nigaah Mein Zindagi Ki Raah Mein
11. Nain Ladd Jaian To Manwa Mein Kasak
12. Mere Pairon Mein Ghunghroo Bandha De
13. Raddhike Tune Bansuri Churaai
14. Nache Mann Mora Magan Tik

.
FM
ASJ....i finally get a chance now to sit and listen to some of the songs you have posted in this thread.

i am playing the first song.....and hubby said....'man that person can really sing'..'that is a Rafi song'...so i asked him who is the singer....he recognized Sonu right away who and he feels that to date Sonu sound the closest to Rafi.

Sonu is my hubby's favourite from the new crop of singers. but he still believe that no one has reached Rafi's level.

we will be listening to these for the rest of the afternoon/evening!

Thank you ASJ.....great job as usual.
Villagebelle
quote:
Originally posted by Villagebelle:

VB, Your hubby certainly knows his music, these tunes really are nostalgic, so many years ago they were sung by the master, and imagine they are still popular today, and will be for years to come.

Hey thanks for visiting the thread, please do come and give your comments more often.

.
FM
quote:
Originally posted by Villagebelle:
quote:
Originally posted by asj:

5) EHSAAN TERA HOGA MUJH PAR: MP 3:

http://www.mastimag.com/download.php?song_id=17646

man...dis one pulls at the heart strings....sweet, rale sweet!!

Wow you can say that again, this one brings back sweet memories of Saira Banu when she was in her late teens I think, (she was such a beauty, unlike of the stars of now) and this was her first movie with Shammi Kapoor....Junglee.

.

FM
Last edited by Former Member
quote:
Originally posted by Villagebelle:
ASJ....we are ready for CD2,3,4,5&6!!!

we enjoyed CD1 very very much.

so keep them coming..... pleaseaa and Thank You!!

VB, Still have some more songs to complete CD #1 but it is time consuming getting the lyrics and then the translations together, but we will have the rest of CD's soon

.
FM

KAL AAJ AUR KAL: SONU SINGS RAFI: DISC 1: SELECTION 11:

11) TUMHARI ZULF KE SAAYE: MP 3:

http://www.mastimag.com/download.php?song_id=17641

Tumhaaree julf ke saaye mein shaam kar loongaa
Safar is umar kaa pal mein tamaam kar loongaa

Najar milaaee to poochhoongaa ishk kaa anjaam
Najar zukaee to khaalee salaam kar loongaa

Jahaana-ye-dil pe hukumat tumhe mubaarak ho
Rahee shikast to wo apane naam kar loongaa

Trans: Later:

FM
Last edited by Former Member

Add Reply

×
×
×
×
×
Link copied to your clipboard.
×
×