Skip to main content

LEGENDARY: ASHA BHOSLE

MOVIE : EK PHOOL DO MALI 1969
SINGER: ASHA BHOSLE/MOHD RAFI
LYRICS: PREM DHAWAN
MUSIC : RAVI


52) YEH PARDA HATA DO:

RAFI:
(Yeh parda hata do, zara mukhda dikha do)2
Remove that veil and show me a glimpse of your face
Hum pyaar karne waale hai, koi gair nahin
We are lovers we are not strangers
Arre hum tum pe marne waale hai koi gair nahin
Yes we are lovers and not strangers

ASHA:
O majnu ke nana mere peechhe na aana
Jaa pyaar karne waale teri khair nahin
Arre o hum pe marne waale teri khair nahin
Yes we are lovers and not strangers

RAFI:
(Yeh parda hata do, zara mukhda dikha do)2
Remove that veil and show me a glimpse of your face
Hum pyaar karne waale hai, koi gair nahin
We are lovers we are not strangers
Arre hum tum pe marne waale hai koi gair nahin
Yes we are lovers and not strangers

Yeh parda hata do
Remove that veil

(Ek to surat pyaari upar se gusse ki laali
Bachna ae dil aaj hai koi bijli girne waali) - 2

ASHA:
Yeh bijli giri to tumhi pe giregi
Jaa pyaar karne waale teri khair nahin
Arre o hum pe marne waale teri khair nahin
Yes we are lovers and not strangers

RAFI:
(Yeh parda hata do, zara mukhda dikha do)2
Remove that veil and show me a glimpse of your face
Hum pyaar karne waale hai, koi gair nahin
We are lovers we are not strangers
Arre hum tum pe marne waale hai koi gair nahin
Yes we are lovers and not strangers
Yeh parda hata do
Remove that veil

ASHA:
(Sukhar karo ke pade nahin hai mere ma ke dande
Ek haath mein ho jaate armaan tumhaare thande) - 2

RAFI:
Ma ko bhi samjha do, bas itna bata do
Hum pyaar karne waale hai, koi gair nahin
We are lovers we are not strangers
Arre hum tum pe marne waale hai koi gair nahin
Yes we are lovers and not strangers

ASHA:
O majnu ke nana mere peechhe na aana
Jaa pyaar karne waale teri khair nahin
Arre o hum pe marne waale teri khair nahin
Yes we are lovers and not strangers

RAFI:
Yeh parda hata do
(Jahan mile do jawaan nazar hoti taqraar vahin hai
Dilbar rakhkar haath yeh keh do humse pyaar nahin hai)2

ASHA:
(Dil ki baatein dilwaale nazron se hi pehchaante)2
Lekin kuch aise hai anari jo yeh bhi na jaante

ASHA:
Yeh pehle bataate baaraat leke aate
Hum pyaar karne waale hai, koi gair nahin
We are lovers we are not strangers
Arre hum tum pe marne waale hai koi gair nahin
Yes we are lovers and not strangers
O majnu ke nana

ASHA/RAFI:
Hum pyaar karne waale hai, koi gair nahin
We are lovers we are not strangers

Arre hum tum pe marne waale hai koi gair nahin
Yes we are lovers and not strangers
RAFI:
Yeh parda hata do
Remove that veil

Trans:

.
FM
LEGENDARY: ASHA BHOSLE

MOVIE : BAHU BEGUM 1967
SINGER: ASHA BHOSLE/MOHD RAFI
LYRICS: SAHIR LUDHIANVI
MUSIC : ROSHAN


53) HUM INTEZAAR KARENGI TERA QAYAMAT TAK:

Hum intezaar karenge
I will wait for you
Hum intezaar karenge tera qayaamat tak
I will wait for you until the judgement day
(Khuda kare ke qayaamat ho aur tu aaye)2
Please Lord let that day be soon and you do come

Hum intezaar karenge
I will wait for you

Ye intezaar bhi ek imtihaan hotaa hai
Kisi ke ishq kaa sholaa jawaan hotaa hai
Ye intezaar salaamat ho
Hay ye intezaar salaamat ho aur tu aaye
Khudaa kare ke qayaamat ho, aur tu aaye
Please Lord let that day be soon and you do come

Hum intezaar karenge
I will wait for you

bichhaaye shauq ke sajade wafaa ki raahon mein
khade hain deed ki hasrat liye nigaahon mein
qabool-e-dil ki ibaadat ho
haay qabool-e-dil ki ibaadat ho aur tu aaye
Khudaa kare ki qayaamat ho, aur tu aaye
Please Lord let that day be soon and you do come

Hum intezaar karenge
I will wait for you

(Wo khushnaseeb hai jisko tu intkhaab kare)2
Khudaa hamaari mohabbat ko qaamyaab kare
Jawaan sitaaraa-e-qismat ho
Jawaan sitaaraa-e-qismat ho aur tu aaye
Khudaa kare ki qayaamat ho, aur tu aaye
Please Lord let that day be soon and you do come

Hum intezaar karenge
I will wait for you

Trans:

.
FM
LEGENDARY: ASHA BHOSLE

MOVIE : NAGIN 1976
SINGER: ASHA BHOSLE/MOHD RAFI
LYRICS: VERMA MALIK
MUSIC : LAXMIKANT PYARELALL


54) TERE ISHQ KA MUJHPE HUA YE ASAR HAI:

RAFI:
(Tere ishq ka mujhpe hua ye asar hai)2
Na apni khabar hai na dil ke khabar hai

ASHA:
(Tere ishq ka mujhpe hua ye asar hai)2
Jidhar dekhte honton aata nazar hai
Tere ishq ka mujhpe hua ye asar hai

RAFI:
Tere ishq ka mujhpe hua ye asar hai

ASHA:
Mujhay pyar ise tumhara mila hai
Ke galiyon ko jaise nazara mila hai

RAFI:
Wo sheshay ne mujhko ishara mila hai
Ke toofan jaise kinara mila hai
Tere he nazar say ye mere nazar hai
(Tere ishq ka mujhpe hua ye asar hai)2

Mere raat ko kubsurat bana do
Mulaqaat ko ab mohabat bana do

ASHA:
Agar mout bhi thi gale se laga lo
Mujhe apne dilke zaroorat bana lo
Ise raat mein ab to mere sahar hai
(Tere ishq ka mujhpe hua ye asar hai)2

Ye jee chahata hai ha mere sanam
Ke doke jaga ake hoon jayay ham

RAFI:
Tere haath hai mout aur zindagee
Lo ab agai pysile ke gharii

ASHA:
Hota nahin ab to mujhsay safar hai
(Tere ishq ka mujhpe hua ye asar hai)2

RAFI:
Na apni khabar hai na dil ke khabar hai

ASHA:
Tere ishq ka mujhpe hua ye asar hai

RAFI:
Tere ishq ka mujhpe hua ye asar hai

Trans: Not available:

.
FM
LEGENDARY: ASHA BHOSLE

MOVIE : THE GREAT GAMBLER 1979
SINGER: ASHA BHOSLE/KISHORE KUMAR/SHARAD KUMAR
LYRICS: ANAND BAKSHI
MUSIC : R D BURMAN


55) DO LAFZON KI HAI DIL KI KAHANI:

Lalalalala lalallal lalalla
Lalallaa lalallalaa lalallala

Amore mio, Dove stei tu? Sto cercando,
Oh my love where are you, I am looking for you
Tesoro mio!
Oh my treasure

(Do Lafzon Kii Hai, Dil Kii Kahaanii
The story of the heart is of just two words
Yaa Hai Mohabbat, Yaa Hai Javaanii)2
It is either love or youth

(Dil Kii Baaton Kaa Matlab Na Puuchho
Do not ask the meaning of matters of the heart
Kuchh Aur Hamse Bas Ab Na Puuchho)2
Do not ask anything more from me now
Jiske Liye Hai, Duniyaa Diivaanii
The world is crazy about whom
Yaa Hai Mohabbat, Yaa Hai Javaanii
It is either love or youth

(Ye Kashtii Vaalaa, Kyaa Gaa Rahaa Tha
What is the song that this boatman is singing?
Koii Ise Bhii, Yaad Aa Rahaa Tha)2
He is also remembering someone
Kisse Purani Yaadein Puraane
Old stories and old memories
Yaa Hai Mohabbat, Yaa Hai Javaanii
It is either love or youth

(Is Zindagii Ke, Din Kitne Kam Hai
The days of this life are so few
Kitne Hai Kushiyan, Aur Kitne Gam Hain)2
How much happiness is there and how much sorrow
Lag Jaa Gale Se, Rut Hai Suhaanii
Hug me as the weather is so pleasant
Yaa Hai Mohabbat, Yaa Hai Javaanii
It is either love or youth

Do Lafzon Kii Hai, Dil Kii Kahaanii
The story of the heart is of just two words
Yaa Hai Mohabbat, Yaa Hai Javaanii
It is either love or youth

Trans:

.
FM
LEGENDARY: ASHA BHOSLE

MOVIE : JUDAAI 1979
SINGER: ASHA BHOSLE/KISHORE KUMAR
LYRICS: ANAND BAKSHI
MUSIC : LAXMIKANT PYRELALL


56) MAAR GAYI MUJHE TERI JUDAAYI DAS GAYI MAIN TANHAAYI

ASHA:
Maar gayi mujhe teri judaayi das gayi ye tanhaayi
Teri yaad aayi phir aankhon mein nind nahin aayi

KISHORE:
Maar gayi mujhe teri judaayi das gayi ye tanhaayi
Teri yaad aayi phir aankhon mein nind nahin aayi

ASHA:
Maar gayi mujhe teri judaayi das gayi ye tanhaayi
Teri yaad aayi phir aankhon mein nind nahin aayi

ASHA:
(Laaj ka ghuunghat chup ke taale)2
Maine aakir tod hi daale
Hoti hai to ho hi jaaye ab duniya mein rusavaayi

KISHORE:
Maar gayi mujhe teri judaayi das gayi ye tanhaayi
Teri yaad aayi phir aankhon mein nind nahin aayi

(Phir na kahin ye gam mil jaayein)2
Aaj hi kyon na ham mil jaayein
Kya saathi kya baaraati kya doli kya shahanaayi

ASHA:
Maar gayi mujhe teri judaayi das gayi ye tanhaayi
Teri yaad aayi phir aankhon mein nind nahin aayi

Har mushqil aasaan ho jaati
Pahale gar ye haan ho jaati

ASHA/KISHORE:
Hamane haan karane mein tauba kitani der lagaayi

KISHORE:
Maar gayi mujhe teri judaayi das gayi ye tanhaayi
Teri yaad aayi phir aankhon mein nind nahin aayi

ASHA:
Maar gayi mujhe teri judaayi das gayi ye tanhaayi
Nas nas mein kaante tujhe le maine jab angraye

Trans: Not available at this time:

.
FM
LEGENDARY: ASHA BHOSLE

MOVIE : LAAWARIS 1981
SINGER: ASHA BHOSLE/KISHORE KUMAR
LYRICS: ANAND BAKSHI
MUSIC : KALYANJI ANANDJI


57) KAB KE BICHDE HUI HUM AAJ KAHA AAKE MILE

Kab Ke Bichhade Huye Hum Aaj Kahaa Aa Ke Mile
Jaise Shammaa Se Kahee Lau Ye Jhilmila Ke Mile

Kab Ke Bichhade Huye Hum Aaj Kahaa Aa Ke Mile
(Jaise Saawan)3 Se Kahee Pyase Ghata Cha Ke Mile
Kab Ke Bichhade Huye Hum Aaj Kahaa Aa Ke Mile
Kab Ke Bichhade Kab Ke Bichhade

Baad Muddat Ke Raat Mahakee Hai
Dil Dhadakata Hai, Saans Bahakee Hai
Pyaar Chhalakaa Hai, Pyaasee Aankhon Se
Surkha Hothhon Pe Aag Dahakee Hai
Mahakee Hawaaon Me, Bahakee Hijaaon Me, (Do Pyaase Dil Jo Mile)2
(Jaise Mayakash)3 Koee Saakee Se Dagamagaa Ke Mile

Kab Ke Bichhade Huye Hum Aaj Kahaa Aa Ke Mile
Kab Ke Bichhade Kab Ke Bichhade

Door Shahanaaee Geet Gaatee Hai
(Dil Ke Taron Ko Chhed Jatee Hai)2
Yoo Sapnon Ke Fool Yaha Khilate Hai
(Yoo Duwaa Dil Kee Rang Laatee Hai)2
Barson Ke Begane, Ulft Ke Diwaane, Anajane Ayse Mile
(Jaise Manachaahee)3 Duwaan, Baraso Aajamaa Ke Mile

Kab Ke Bichhade Huye Hum Aaj Kahaa Aa Ke Mile
Jaise Saawan Se Kahee Pyase Ghata Cha Ke Mile
Kab Ke Bichhade Huye Hum Aaj Kahaa Aa Ke Mile
Kab Ke Bichhade Kab Ke Bichhade

Trans: Later

.
FM
LEGENDARY: ASHA BHOSLE

MOVIE : AANKHON AANKHON MEIN 1972
SINGER: ASHA BHOSLE/KISHORE KUMAR
LYRICS: HASRAT JAIPURI
MUSIC : SHANKAR JAIKISHEN


58) AANKHON AANKHON MEIN BAAT HONE DO:

Aankhon-aankhon mein baat hone do
Mujhako apani baanhon mein sone do
Shaadi ho jaane do
Shaadi ho jaayegi
Pahale mithe sapanon mein khone do
Na na na

Aankhon-aankhon mein

Man ka panchhi dole
Achchha
Prit ki boli bole
Baat badhegi aage lekin haule-haule
Kab tak intazaari
Umr padi hai saari
Dil ko zara dil mein samone do

Aankhon-aankhon mein

Pahale bhi barakha thi
To kya huva
Par aise na bhali thi
Achchha ji
Phool bani hai ab tu pahale band kali thi
Dil mein aag lagi hai
Dil ki aag bujhegi
Moti zara nath mein pirone do

Aankhon-aankhon mein baat hone do
Mujhako apani baanhon mein sone do
Shaadi ho jaane do
Shaadi ho jaayegi
Pahale mithe sapanon mein khone do

Trans:

.
FM
LEGENDARY: ASHA BHOSLE

MOVIE : DOSTANA 1980
SINGER: ASHA BHOSLE/KISHORE KUMAR
LYRICS: ANAND BAKSHI
MUSIC : LAXMIKANT PYARELALL


59) DILLAGI NE DI HAWA THODA SA DHUAN UTHA:

Dillagi ne di hawa thoda sa dhuan utha
A sense of fun has fanned the fire
Aur aag jal gayee tere mere dosti
It rose into a bit of smoke and flame
Pyaar mein badal gayee tere mere dosti
Love has blossomed from our friendship
Tere mere dosti pyaar mein badal gayee
Our friendship has blossomed into love

Pehle pehle kam mile phir to khoob hum mile
We rarely met yet we saw so much of each other
Ake mulaqaat mein uske baat baat mein
In that one meeting in a light hearted moment
(Jane to ne kya kaha jane maine kya suna)2
I wonder what you said I wonder what I heard
Tune kiya maza tu mere jaan nikal gayee
You were only joking and I nearly got lost

Tere mere dosti pyaar mein badal gayee
Our friendship has blossomed into love
Pyaar mein badal gayee tere mere dosti
Love has blossomed from our friendship
Dillagi ne di hawa thoda sa dhuan utha
A sense of fun has fanned the flame
Aur aag jal gayee
It rose into a bit of smoke and flame

Do dillon ke mail mein is nazar ke khail mein
Togetherness of two hearts and playfulness of our eyes
(Aise dil dharak gaya shore door tak gaya)2
My heart was pounding and it could be heard far away
Kya ya khoon maaf hai ye koyee insaaf hain
Is this killing to be forgiven? Is this any justice?
Aankhoon khata kusoor chure dil pe chal gayee
It was the doings of our eyes and the heart was targetted

Tere mere dosti pyaar mein badal gayee
Our friendship has blossomed into love
(Tere mere dosti)2 pyaar mein badal gayee
Our friendship has blossomed into love
Dillagi ne di hawa thoda sa dhuan utha
A sense of fun has fanned the flame
Aur aag jal gayee
It rose into a bit of smoke and flame

(Tere bhi khata nahin mere bhi khata nahin)2
Dono pe shabaab hain umr ye kharaab hain
Shouk shahere ka hain shayr ye kisse ka hain
Dekha jo husn yaar kabeeyat machal gayee

(Tere mere dosti pyaar mein badal gayee)2
Our friendship has blossomed into love
Dillagi ne di hawa thoda sa dhuan utha
A sense of fun has fanned the flame
Aur aag jal gayee hoo tere mere dosti
It rose into a bit of smoke and flame
Pyar mein badal gaye pyar mein badal gaye
Love has blossomed yes love has blossomed

Trans:

.
FM
LEGENDARY: ASHA BHOSLE

MOVIE : WAQT 1965
SINGER: ASHA BHOSLE/MAHENDRA KAPOOR
LYRICS: SAHIR LUDHAINVI
MUSIC : RAVI


60) DIN HAI BAHAR KE TERE MERE IKRAAR KE

Asha:
(Din hain bahaar ke tere mere iqaraar ke
These are the days of merry making,
Dil ke sahaare aa jaa pyaar karein)2
Come, lets fall in love

Mahendra:
Dushman hain pyaar ke jab laakhon Gam sansaar ke
While hundreds of sorrows of this world are enemies of romance,
Dil ke sahaare kaise pyaar karein
How can our hearts meet and fall in love?

Asha:
(Duniyaa kaa bojh zaraa dil se utaar de
Chhoti si zindagi hai hans ke guzaar de)2

Mahendra:
Apanii to zindagii jiti hai ji ko maar ke
Dil ke sahaare kaise pyaar karein
How can our hearts meet and fall in love?

Asha:
Din hain bahaar ke tere mere iqaraar ke
These are the days of merry making,
Dil ke sahaare aa jaa pyaar karein
Come, lets fall in love

Mahendra:
(Achchha nahin hota yunhi sapanon se khelana
Badaa hi kathin hai haqiiqaton ko jhelanaa)2

Asha:
Apanii haqiiqaten mere sapanon pe waar ke
dil ke sahaare aa jaa pyaar karein
Come, lets fall in love

Mahendra:
Dushman hain pyaar ke jab laakhon Gam sansaar ke
While hundreds of sorrows of this world are enemies of romance,
Dil ke sahaare kaise pyaar karein
How can our hearts meet and fall in love?

Asha:
(Aisi waisi baatein sabhi dil se nikaal de
jiinaa hai to kashtii ko dhaare pe Daal de)2

Mahendra:
Dhaare kii god me.n ghere bhii hain majhadhaar ke
dil ke sahaare kaise pyaar kare.n

Asha:
(Din hain bahaar ke tere mere iqaraar ke
These are the days of merry making,
Dil ke sahaare aa jaa pyaar karein)2
Come, lets fall in love

Trans: will get back to later

.
FM
LEGENDARY: ASHA BHOSLE


LEGENDARY: ASHA BHOSLE: VOL 1: TRACK 1-15

1) PARDE MEIN REHNE DO PARDANA UTHAO:
Under my veil there is such a beauty

2) AAGE BHI JAANE NA TU PEECHE BHI JAANE NA TU
You do not know the future, nor the past

3) KOI SEHRI BABU DIL LEHRI BABU
A city boy, a romantic boy, oh my

4) JHUMKA GIRA RE BARELLI KE BAZAAR MEIN
I have dropped my earring in Bareli Market

5) YEH MERA DIL PYAR KA DIWANA:
My Heart Is Crazy For My Lover

6) JAWANI JAANEMAN:
Youthful lover beautiful sweetheart

7) JAB TAK RAHE TAN MEIN DIYA:
Till there is life in this body

8) PIYA TU AB TO AAJA:
Lover, you just come now

9) SAQUIYA AAJ MUJHAY NEEND NAHIN:
I shall not feel sleep heavy upon my eyes

10) MERE JAWAANI TERE DEWAANI:
Translations for this one, later.

11) OH SAATHI RE TERE BINA BHI KYA JEENA:
Oh Companion, What Is Living Without You?

12) ZINDAGI EK SAFAR HAI SUHANA:
Life is a wonderful journey

13) JAB CHHAYE MERA JADU KOYE BACH NA PAAYE
Translations for this one later

14) YEH HAI RESHMI ZULFON KA ANDHERA:
This Is The Darkness Of Silky Hair, Dont Get Afraid.

15) RAAT AKELI HAIN BUJH GAYA DIYE:
The night is lonely, lights have been extinguished

.
FM
LEGENDARY: ASHA BHOSLE


LEGENDARY: ASHA BHOSLE: VOL 1: TRACK 1-15

1) PARDE MEIN REHNE DO PARDANA UTHAO:
Under my veil there is such a beauty

2) AAGE BHI JAANE NA TU PEECHE BHI JAANE NA TU
You do not know the future, nor the past

3) KOI SEHRI BABU DIL LEHRI BABU
A city boy, a romantic boy, oh my

4) JHUMKA GIRA RE BARELLI KE BAZAAR MEIN
I have dropped my earring in Bareli Market

5) YEH MERA DIL PYAR KA DIWANA:
My Heart Is Crazy For My Lover

6) JAWANI JAANEMAN:
Youthful lover beautiful sweetheart

7) JAB TAK RAHE TAN MEIN DIYA:
Till there is life in this body

8) PIYA TU AB TO AAJA:
Lover, you just come now

9) SAQUIYA AAJ MUJHAY NEEND NAHIN:
I shall not feel sleep heavy upon my eyes

10) MERE JAWAANI TERE DEWAANI:
Translations for this one, later.

11) OH SAATHI RE TERE BINA BHI KYA JEENA:
Oh Companion, What Is Living Without You?

12) ZINDAGI EK SAFAR HAI SUHANA:
Life is a wonderful journey

13) JAB CHHAYE MERA JADU KOYE BACH NA PAAYE
Translations for this one later

14) YEH HAI RESHMI ZULFON KA ANDHERA:
This Is The Darkness Of Silky Hair, Dont Get Afraid.

15) RAAT AKELI HAIN BUJH GAYA DIYE:
The night is lonely, lights have been extinguished

.
FM
LEGENDARY: ASHA BHOSLE


LEGENDARY: ASHA BHOSLE VOL: 2 TRACKS 16-30

16) DIL CHEEZ KYA HAIN AAP MERE JAAN LEJEYE.....UMRAO JAAN 1981
Never mind my heart, Take my very life!

17) DUM MARU DUM MIT JAYE GHAM....HARI RAMA HARI KRISHNA 1971
Take a *toke(dope/marijuana) Let the pain be erased

18) YEHI WOH JAGAH HAI YEHI WOH FIZAYEEN....YEH RAAT PHIR NA AYEGI 1965
This is the place, this is the weather

19) ULJHAN SULJHE NA RASTAA SOOJHE NAA:....DHUNDH 1973
Confusion is not getting untangled

20) AAYIYE MEHRABAN BAITHI YEH JAN E JAAN:....HOWRAH BRIDGE 1958
Translations not available

21) JAEEYE AAP KAHAA JAYENGEE:....MERE SANAM 1965
Go, whereever you will go?

22) JAB CHALE THANDI HAWA JAB UTHEE KALI GHATA:....DO BADAN 1966
Whenever the cold wind blows, and the dark cloud rises

23) IN AANKHON KI MASTI:....UMRAO JAAN 1981
There are thousands intoxicated by the passion of these eyes,

24) KARLE PYAR KARLE AAKHEN PYAR KARLE:....SACHAA JHUTAA 1970
Translation not available

25) BHEEGA BADAN JALNE LAGA:....ABDULLAH 1980
The wet body is starting to burn

26) JUSTAJUU JISKII THI USKO TU NA PAAYA HUMNE:....UMRAO JAAN 1981
I did not find the one I had been searching for

27) MERE BHAIYA MERE CHANDA:....KAAJAL 1965
My brother, my moon, my priceless gem

28) AAJA RAJA LEKE BARAAT AAJA:....ANMOL MOTI 1969
Translation not available

29) YEH KYA JAGAH HAI DOSTON:....UMRAO JAAN 1981
What is this place, friends?

30) TORA MAN DARPAN KEHLAAYE:....KAAJAL 1965
Your mind is known as the mirror.

.
FM
LEGENDARY: ASHA BHOSLE


LEGENDARY: ASHA BHOSLE: VOL 3 GHAZALS: 31-45

31) RAAT JO TU NE DEEP BUJHAAYE, MERE THE MERE THE
The flames that you put out last night, they were mine,

32) YUN SAJAA CHAND KE JHALKA TERE ANDAAZ KA RANG
Such was the light of the moon, the color of your style sparkled

33) RUUDAD E MOHABAT KYA KAHIYE
How shall I describe my love affair? I remember some of it, and forget some

34) DARD JAB TERI ATA HAI TO GILA KISSE KAREIN
Since the pain is your gift, to whom could I complain?

35) HAIRATON KE SILSILE SOZ-E-NIHAAN TAK AAY GAYE:
Never-ending surprises, you have reached my innermost feelings

36) KAROON NA YAAD MAGAR KIS TARHA:
I could stop remembering her, but how could I ever forget her?

37) NEEYAT-E-SHAUQ BHAR NA JAAYE KAHIN
May my heart's desire never be sated

38) AAJ JAANE KI ZID NA KARO
Tonight, don't insist on leaving

39) SARAKTI JAAYE HAI RUKH SE NAQAAB AHISTA AHISTA:
Sliding away from the face is the cover, very slowly

40) DIL MAY EK LEHER SI UTHI HAIN ABHI
A ripple has risen in my heart,

41) MUJHAY TUM NAZAR SE GIRA TOU RAHE HO
I know that I am falling, in your estimation

42) CHUPKE CHUPKE RAAT DIN ANSOO BAHANA YAAD HAIN
I remember shedding tears secretly day and night

43) RANJISH HI SAHI DIL HI DUKHAANI KE LIYE AAJ
Let it be anguish, come still to torment my heart

44) RAFTA RAFTA WOH MERE HASTI KA SAAMAAN HO GAYE
Slowly and steadily, she became the part of my identity,

45) YEH DIL YEH PAGAL DIL MERA KYON BHUJ GAYA AAWARGI
This heart, this crazy heart of mine, why did it die? of loneliness!

.
FM
LEGENDARY: ASHA BHOSLE

DUETS: BY LEGENDARY ASHA BHOSLE:


LEGENDARY: ASHA BHOSLE VOL: 4 TRACKS 46-60

46) MAANG KI SAATH TUMHARA MAINE MANG LIYA SANSAAR
Asking for you, instead I asked for the family

47) DEKHO AB TO KUCH TO NAHIN HAI KHABAR:
Look, who is it now that has not heard

48) OH MERE SONA RE SONA RE SONA:
Oh my golden one I'll lay down my life for you, don't leave me

49) ISHARON ISHARON MEIN DIL LENE WALE:
The one who stole my heart with only plain actions

50) CHURALIYA HAI TUMNE JO DIL KO
You have already stolen my heart

51) TUM RUTH KI MAT JAANA:
Do not go away in anger

52) YEH PARDA HATA DO:
Remove that veil and show me a glimpse of your face

53) HUM INTEZAAR KARENGI TERA QAYAMAT TAK:
I will wait for you until the judgement day

54) TERE ISHQ KA MUJHPE HUA YE ASAR HAI:
Translations not available right now: later

55) DO LAFZON KI HAI DIL KI KAHANI:
The story of the heart is of just two words

56) MAAR GAYI MUJHE TERI JUDAAYI DAS GAYI MAIN TANHAAYI
Trans not available

57) KAB KE BICHDE HUI HUM AAJ KAHA AAKE MILE
Trans not available

58) AANKHON AANKHON MEIN BAAT HONE DO:
Trans not available

59) DILLAGI NE DI HAWA THODA SA DHUAN UTHA:
A sense of fun has fanned the fire

60) DIN HAI BAHAR KE TERE MERE IKRAAR KE
These are the days of merry making,

.
FM
quote:

‘‘I have never been on the lookout for recognition. I just do what I am meant to do.’’ Asha Bhosle, of course, is meant to sing... cut albums... perform live... entertain. And, occasionally, feel nervous. Concerts disconcert Asha Bhosle. ‘‘I do feel a bit nervous while performing live. But the encouragement of the audience is all I need to feel reassured. What I like about live performances is the instant feedback of the audience.’’

The audience has its favourites. Asha has her own. ‘‘When I think of playback singers, I think of Lata Mangeshkar and Kishore Kumar. Among music directors, I like RD Burman —and not because he was my husband.’’ As a singer who sings every song as if it is her first one, Asha does not blow her own trumpet. But then, as a singer whose songs find a voice through millions of voices, she doesn’t need to.

Asha is a satisfied soul, she is satisfied with her ‘‘career,’’ satisfied with her ‘‘family life’’ and satisfied with the way she is. Being Asha Bhosle is enough for Asha Bhosle. And that is an achievement worthy of an award.


What a singer? it is said that she sang more songs than Lataji, but surely we will remember her gems that kept us entertained for many many years........such was/is the majic of Asha Bholse.

We will continue with some of her songs that we have missed, ofcourse there will by no lyrics or translations, but just the songs and few informations: So enjoy the added threat

.
FM

Add Reply

×
×
×
×
×
Link copied to your clipboard.
×
×